mehnt hi kamiyabi hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: mehnt hi kamiyabi hai

    Ap nay dirsat kaha hai lakin es bast ko koi koi samjhta hai har koi es baat ko nahi samjhta hai sab yehi samjhty haink tradong and posting adan hain lakin es main time spend kerna perta hai bohat hardworking kerni perti hai pher es ka result next month main 1st week bonas milta hai pher us per trafing hoti hai bohat mushkil hai tab profit milta hai jo mahnt ker geya wo kam yab ho geya.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: mehnt hi kamiyabi hai

      اصل پيغام ارسال کردہ از: jannatansari پيغام ديکھيے
      Assalam o alikum ap sb log yahan jam krry hain start mai thori mushkil hoti hai pr agr hm mehnt kren to ksi sai pechy nhi reh skty qk mehnt kai bger koi kam nhi hoskta usi sai hm kamiyab hoty hain to hmen dil lga kai kam krna hai yahan
      G han dear apki bat bilkul sahi hai Mehnt hi har jaga hmen Successful bnati hai or Shortcut ki tlash akshr loss me le jati hai. So, hmen chahye k forex ko professionally tor pr good trikay se Learn krn or is me successful hony k lye daily mehnat krn yani Good analysis pr focus krn. Tab hi hm Good earning k qabil ho saken gy.
      • #18 Collapse

        Re: mehnt hi kamiyabi hai

        dear friend apki bat bilkul theak ha kisi bhi business mn kamyabi sirf mehnat sa he milti ha agr hm forex trading mn kamyabi chahtay hn to hmen ziada mehnat kr k forex k baray knowledge aur experience gain krna chayay ta k forex trading mn achhi trading kr sken
        • #19 Collapse

          Re: mehnt hi kamiyabi hai

          forex ek risky business hai lekin agar thik se analyse karke trade kiya jaye to risk ke chance kam ho jate hai aur profit ke chance zada ho jate hai jo log forex trading ko bina studies aur analysis ke karte hai, unke liyue forex bahut hi risky aur dangerous hota hai
          https://t.me/pump_upp
          • #20 Collapse

            Re: mehnt hi kamiyabi hai

            Esy hi hai mehnat bohat hi zarori hai mehnat karo tu os ka sila tu milta hi hai es leyeh humy still mehnat krni cahiyeh baki Allah per chor daina cahiyeh tubhi kamyabi mil. Skti hai dosri trha asaan nahi hai bilkul b mehnat k bina es kaam main kuch b nhi hai mehnat hi hai jo kamyabi dila skti
            • #21 Collapse

              Re: mehnt hi kamiyabi hai

              G dost forex forum pe mehnat awal shart h.ap mehnat kren gy to zarur success gain kren gy.begher mehnat k ap kuch b nhi kr skty.ap forex ko ziada se ziada time den or learn kren or mehnat kren kamyabi apka muqadar bny go.
              • #22 Collapse

                Re: mehnt hi kamiyabi hai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: jannatansari پيغام ديکھيے
                Assalam o alikum ap sb log yahan jam krry hain start mai thori mushkil hoti hai pr agr hm mehnt kren to ksi sai pechy nhi reh skty qk mehnt kai bger koi kam nhi hoskta usi sai hm kamiyab hoty hain to hmen dil lga kai kam krna hai yahan
                Forex trading ho ya Duniya ka koi bhi aur business Ho Agar Hum Hosh Mein Sanskrit Hona chahte hain toh isliye hardworking karna padegi Peena hardworking ke koi bhi successful nahi ho sakta
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #23 Collapse

                  Re: mehnt hi kamiyabi hai

                  ji bhai bilkul aisa koi kam nahi hy jo mehnat ke beghair ho kisi bhi kam ke liye mehnat important hy hamain chaye ke ham bhi forex main khoob mehnat karen or apne karobar ko kamiyab karen or forex se khoob faida uthaen
                  • #24 Collapse

                    Re: mehnt hi kamiyabi hai

                    forex main mehant ki bohat hi zada ehmiyat hain hamy is main hard work mehant or sabar sy kam karna chahey pher hi ham is main kamyabi hasil kar sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto koo pora kar sakty hain yai aik world wide business hain ham isy apna life time professional be bana sakty hain is main hamara koi be boss nahi hain
                    • #25 Collapse

                      Re: mehnt hi kamiyabi hai

                      G Haan dosto hum janty hain k mehnat kaamyaabi ki kunji hai jb tak hum mehnat karty rhein gy tb tak hum kaamyaab hoty rhein gy is liye zaroori hai k jo b kaam karein mehnat aur lgn se dil lga kr karein q k agr aap mehnat karein gy tou aap ko apni mehnat ka reward zaroor milta hai aur aap kaamyaab hon gy...
                      • #26 Collapse

                        Re: mehnt hi kamiyabi hai

                        g sahi kaha ap ne mehnat hi kamyabi ha mehnat boht zarori ha jis k bagair koi bhi kaam nhi ho sakta koi bhi kaam ap mehnat or lagan se kere ge to us ma kamyab rehe ge forex ma bhi ap jitni mehnat kere ge utni hi earning ho gi jo log mehnat nhi kerte wo zindagi ma nakaam hi rehte hen is liye apni mehnat ko jari rekhe or dil laga ker kaam kerte rehe ap zaror kamyab hon ge
                        • #27 Collapse

                          Re: mehnt hi kamiyabi hai

                          Jaisa aapne bilkul sahi kaha hai sab kuch nahin aata hai isliye Hamein bhi chahiye kya main Karte Rahen Shala Hum Kaun Hote Rahenge Kyunki Johnson mehnat Karta Hai Uska Maine Tujhe Nahin jaata hai isliye Hamein bhi mehnat karna chahie tha ki hum market Pak Kamyab Ho Jaaye Kyunki Johnson mehnat Karta Rehta Hai vah Is Duniya Mein kam ho jate isliye main Jyada Se Jyada mehnat karna
                          • #28 Collapse

                            Re: mehnt hi kamiyabi hai

                            ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek kaha hai mehnat hi kamyabi hai agar Hum mehnat Karenge to Hamein kamyabi Milegi Agar Hum mehnat Nahin Karenge to Hamein Kuch Bhi Nahin milega isliye hamein chahiye kya Ham isme mehnat Karen
                            • #29 Collapse

                              Re: mehnt hi kamiyabi hai

                              g haan bhai jaan ap ne bilkul thek bat ki ha k agar ham zindagi ma kamyab hona chahtay hain to hamain chaye k ham mehnat karain q k mehnat aur kamyabi dono sath sath chalti hain, to forex trading ma bhi agar ham log mehnat karain gay to ham is ma kamyab houn gay, hamain chaye k ham forex ko learn karnay ma mehnat karain aur phar is ki practice pe mehnat karain tab hi ham is se asha profit earn kar saktay hain aur apni life ko set kar saktay hain, is lye mehnat ma hi azmat ha aur mehnat ma hi kamyabi ha, is lye is forum ko ziadah se ziadah time dain aur is ma khoob mehnat karain ta k ham asha profit earn kar saken
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: mehnt hi kamiyabi hai

                                sir agar ham as main mihnat kare gyy tu ham as main jaldi kamyab ho sake gyy as liy amen sab se pahle as main mihnat karte rihna chahye haio tu hi ham as main success hasil kar sake gyy aor ham as main bohat hi ache se bi kam karterihna chahiy hai
                                PAK ARMY ZINDA ABAD

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X