Mahnat sa profit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Mahnat sa profit

    G han dear ap NY thk kaha Hai mehanat Har Kaam ke liye jaruri hai agar Hum mehnat Karenge Tu Hi kaam Ya Ho Sakenge Farooq Mein Jis Ke Paas experience hai wahi kaam Yaad Hai Sab Ko chahi ke mehanat Kar Ke accha Sa experience Hasil Karen jb experience hasl ho jaiyy ga tb profit easy hasl Kar skyy gyy experience hasl karnyy main time to lag jata Hai lykin bad main ayhei Experience fidaa bi detaa Hai ..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Mahnat sa profit

      Dear friend aapne bilkul right kaha hai Garam mehnat Karenge to Hamein Achcha profit mil sakta hai isliye Hum Jab Bhi train Lagaya pahle Apna experience or knowledge ko update Karte Rahe Aur takat Ko analyses Karke trade Lagaye Varna Hamein loss Pe loss hoga Aur Hum Kabhi Bhi best trader nahi ban Payenge
      • #18 Collapse

        Re: Mahnat sa profit

        G dear Agar Hame accha profit Hasil karna hai to Hame mehnat bhi acchi hi Karni Ho Gi Kyon Ki Duniya Mein Koi Bhi kaam aisa nahi hai jis mein Bgher mehnat KiYe Hum ache earning Ko Hasil kar len isi Tarah Forex main bhi acchi earning Hasil karne ke liye Hamein ziada Se ziada mehnat Karni Hogi aur apni learning aur practice ko improve karna hoga Ta ke hum Kamyab trader banne ke sath sath achi earning ko bhi Hasil kar saken.
        • #19 Collapse

          Re: Mahnat sa profit

          G bilkul forex mein hamen es bat ka bhi khayal rakhna chaye k hum mehnat or Lagan se Kam Karen or daily ki base pe ziada se ziada posts kren ta k apko ziada faida ho or acha experience ho usk sath apki earning achi ho g
          • #20 Collapse

            Re: Mahnat sa profit

            bhai mehnat k bagair koi bhi kaam kerna namumkin ha her kaam me mehnat zarori ha jitni mehnat karo ge utna hi profit ho ga forex ek aisa kaam ha jis ma mehnat ki sakht zaroret ha jitni mehnat kere ge utna hi profit ho ga ager mehnat nhi karen ge or susti karen ge tou bohat loss ho ga kisi bhi kaam mai mehnat ke baghair kamyab nhi ho sakte lehaza hume chaye ke mehnat or sabar se kaam len or apni mehnat ko jari rakhen ta ke hume profit ho
            • #21 Collapse

              Re: Mahnat sa profit

              اصل پيغام ارسال کردہ از: hamza007 پيغام ديکھيے
              Dear mera experience ka hisab sa jab tak ham kise bhe kam main mahnat nea krta han ham kamyab nea hota han ham ko kamyabi ka lya mahnat ke zrorat hoti hai us trah he forex main bhe agr ham bahut sara profit kamana chahata han ya ham ak expert trader bnna chahta han tu pher ham ko mahnat krna pra gi phala us ko learn krna main aur phr trading krna main
              Forex trading Ek bahut hi difficult or risky business hai Forex trading main unhi Logon Ko fayda hota hai aur profit hota hai jo mehnat Karke kaam karte hain Jo log mehnat Nahin Karte unko Forex trading se profit bhi nahin Hota
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #22 Collapse

                Re: Mahnat sa profit

                Bro you are right I am with you minute mein azmat hai ISI tarah jab hum forex par mehnat karenge uska time spent karenge jisse hame knowledge gain hoga aur practice bhi hogi aur saath mein hamara experience bhi increase hoga jis se hum skills cancel kar sakenge aur aur usko hum forex ne a 1 kamyab trader banne ke liye istemal kar sakte hain SO main tujhse hi hi kamyabi hasil ho sakti hai
                • #23 Collapse

                  Re: Mahnat sa profit

                  mehnt aur lagan sy koi bhi kam kro gy to kamyabi muqadr bn jati hy pak forex me jtni ziyada koi mhnt krta hy utna hi profit gain krta hy isi ly tmam membera ko chahiye k ziyada sy ziyada mhnt krein aur ziyada sy ziyada profit gain krein
                  • #24 Collapse

                    Re: Mahnat sa profit

                    G hn hmmy treading ma bohat mehant krna Ki zerorta ha taky hmm iss ma agya jaa sky or hmmy mehant he agya laa ka jaa skti ha iss Lia hmmy bohat zada mehant krna Ki or bohat acha kaam krna Ki boht zad experience hasal krna Ki zerorat takya hmm apni skill KO bohat polish KR paya ga
                    • #25 Collapse

                      Re: Mahnat sa profit

                      Jiya Sharab Ne bilkul sahi kaha hai agar mein jyada ismein profit chahi to hamesha Jyada Se Jyada mehnat karna hoga Jada Jada Mein Naat Kahenge Apne Jyada fayda Hoga Kyunki mujhe chahiye kya Mere Se Jyada mehnat Karne Ki Koshish karo acche post karo acche trade karutha km ismein achha profit Rakshabandhan Silk kar Sakun
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Mahnat sa profit

                        G Han friends forex trading men Ap jitna zaida mehnat kro gy Ap utna hi zaida profit earning kr saky gy Ap ko forex men bohot zaida mehnat krni chayie Tab hi Ap successful ho sakty hai mehnat k beghair Ap hamesha unsuccessful hi hote hai is liye Ap ko bohot zaida mehnat krna ho gi

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X