Trading me Bara Loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading me Bara Loss
    Dear all Forex trading ka business axha business he is se hum profits bhi lete he or loss bhi hota he. Forex Trading ka business aik risky business zaroor he lekin agar is business ko soch samajh k sath kia jai to hum losses se Bach sakte he. Trading me Bara Loss tab hota he jab aap Bara Lot Size lagate he Bara lot size nahi lagana chahiye kio k hamare pass capital balance buht Kam hota he is liye bare lot size se bachna chahiye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading me Bara Loss

    Dear friend forex trading ek aisa business hai Jis men Ap ko loss bi hota hai or profit bi forex trading men bara loss sirf Un members ko hota hai jin k pas experience or knowledge ni hota wo hamesha loss hi krte hai
    • #3 Collapse

      Re: Trading me Bara Loss

      G han dost main apki bat sy agree krta hun k forex business profit able hony k sath sath bahut risky business hai jis main agar thori c b mistake ho jay to hamy loss hony k chans bahr jaty hain es ky khoshes kia karen k treading jb b karen to souch samjh kr aur fresh mind k saath karen
      • #4 Collapse

        Re: Trading me Bara Loss

        Hi basket aisa hota hai ki mai trading Mein Bada loss ho jata hai Forex trading business lekin Hume Samajh Ke kaam karna chahiye agar aap is Mein Soch Samajh Ke kaam Karenge to Hamein is Mein loss nahi hoga Aur Hum loss se badh Jayenge isliye hamein chahiye ke hum Soch Samajh Ke kaam Karen aur kamyabi Hasil Karen aur mehnat Se Apna Kaam Karen kyunke mehnat Mein Azmat hai
        • #5 Collapse

          Re: Trading me Bara Loss

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Daheri1984 پيغام ديکھيے
          Dear all Forex trading ka business axha business he is se hum profits bhi lete he or loss bhi hota he. Forex Trading ka business aik risky business zaroor he lekin agar is business ko soch samajh k sath kia jai to hum losses se Bach sakte he. Trading me Bara Loss tab hota he jab aap Bara Lot Size lagate he Bara lot size nahi lagana chahiye kio k hamare pass capital balance buht Kam hota he is liye bare lot size se bachna chahiye.
          Assalamu Alaikum ji Vijay Sake Hum Sab Jante Hai Ek risky business ismein Hum profit bhi lete hain aur loss bhi Hota Hai Hame koshish Karni chahiye ki hum Bade Logon se Paise Ke Uske liye Hamein Jyada knowledge or experience ki jarurat Hogi Shukriya
          • #6 Collapse

            Re: Trading me Bara Loss

            forex mai jab hum kam karty hain aik cote mistake kar dety hain to hamy big loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik world wide business hain hum isy apna professional career be bana sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Trading me Bara Loss

              forex aik bohat bara business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial karty hain agar hum is mai kam karty howe koi mistake kar dy to hamy loss ho jy a is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain
              • #8 Collapse

                Re: Trading me Bara Loss

                forex mai loss hota hain to hum depres ho jaty hain hamy saber karna ho ga or next time apne galtiyo py gur kar ky kam karna ho ga pher he hum loss ko avoid kar saky gy or ache earning hasial kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik real business hain
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: Trading me Bara Loss

                  forex aik online business hain ham is main learning ky sath earning be hasil kar sakty hain is main kam kay duran jab ham sy koi be galti ho jaye to hamy loss ho jata or is main market ka yai hamary brokers ka koi be qasoor nahi hota hamy apni galtio ko improve kar ky is main market ko achy sy samaj kar is main kam krna chahey
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading me Bara Loss

                    g haan loss hamken greed ko istmal karne se milty hai as liy hame aas main greed nahi karna chahiy hai ko chorna h as main ham ko chahiy hai kee ham as main kabhi bhi greedy man na bane q k agar ham as main greedy man bane gee tu ham as main kabhi bhi kamyab nahi ho sake gey as liy ham ko chahiy hai kee ham as main greed na kare as main ham ko chahiy hai kee ham as main ache se bhi kam kare aor ham ko as main ache hai kee ham agar as main kamyabi chahjte hai tu ham ko as main greed se bachna ho gaa tu hi ham as main kamyab ho sake gey aor agar ham as main greed karte hain tu ham kabhi bhi as main kamyab nahi ho sake gey kamyab hasil karna hai tu greed o gaa
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading me Bara Loss

                      Yeah to haqiqat hay kay trading main bara loss hota hi tab hay jab tader bara profit hasil kernay ka lie bari lot ka use kerta hay. jab lot bari lagti hay to risk bhi bara aur us ka reward bhi bara ho jata hay. aur trader risk ko bhool kay reward per focus kertay hain jis say bara loss ho jata hay. is liye lot ko control ker kay baray loss say bacha ja sakta hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading me Bara Loss

                        trading men bara loss sirf Un members ko hota hai jin k pas experience or knowledge ni hota wo hamesha loss hi krte haitrading men bara loss sirf Un members ko hota hai jin k pas experience or knowledge ni hota wo hamesha loss hi krte hailot size nahi lagana chahiye kio k hamare pass capital balance buht Kam hota he is liye bare lot size se bachna chahiye
                        Click On Name And Visit My Journal
                        Naseer953 Trading Journal
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading me Bara Loss

                          Sir hamain forex mien aa ker trading mien bara loss us waqt hota hai jab hum experience nahi rakhty hien or hum as mien aa ker trade per trade open kerty hien or jab hum as mien ker trade open kerty hie tu hum as mien aa ker earning hasil ker sakty hien as lye as mie hum ko her bar kamkarna hota hai or as mien aa ker khud k lye behtreen ban ker as mien earning hasil karna hota hai or as mien aik smart trader ban ker hamain kam karna hota hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading me Bara Loss

                            Friend ,han main ap ki bat se mutfeeq hon ke jab tak hamen forex ke bare mein kuch pata na ho ga tu hum is se profit gain nhi ker sakty ur hamre loss ka risk bhi ziyda ho ga ,Dua hai k ap ko kamyabi hasil ho,thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading me Bara Loss

                              Trading maybe Claus ho jata hai lekin loss ho jana Koi badi baat nahin Hai lekin loss ko recover karna bahut badi baat hai laws for recover karne mein bahut kahin bhi lag jata hai isiliye koshish karenge koi aisa player play jisse aniki Ho sabse accha plane wait karna aur jaldbazi na karna hai agar hum kis baat par Kamal karenge to earning bhi hogi aur loss bhi kab se kam hoga new member ko chahiye keva senior se jitna ho sake pushkar trade karenge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X