Forex Ko Chorne Ka Khayal Dil Se Nikal De

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Ko Chorne Ka Khayal Dil Se Nikal De
    Bhai jan humko forex ko kabhi bhi nahi chorna chahye humko ismein zada mehnt karni chahye aur is ein zada mehnat se hi kam kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Ko Chorne Ka Khayal Dil Se Nikal De

    G dear bilkul theak kha ap nay jub aik bar forex ko join kar liya jaye tu usaye chorna mushkil he ni na mken hota hai kiyu kay jub humain forex mai kam karnaye ki adat ban jati hai tu forex humain acha bonus bhi daita hai tu hum kabhi bhi forex ko ni chora saktaye kiyu kay ye humari life mai bhut zayda zaroori ho jata hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex Ko Chorne Ka Khayal Dil Se Nikal De

      Dear friends app bilkal theak kha raha hain ka forex ko hum nai chor sakthy kio ka ya karobaar ahsaan hona ka saat saat online bhi. Ha iss ko him gr bhta araam sa kr sakthy hain orr iss acha profit hasil kr sakthy hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex Ko Chorne Ka Khayal Dil Se Nikal De

        Yes boss agar ham ko as mien nuqsan ho jata ha tu ham ko ye lagta h k ham ko forex ko ab chorna hoga agar ham as ko choe dete hien tien tu ham kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien kaam kerna hota h aur ham ko as ko nuqsan kerne k bad belkul nahi chorna hota h aur ham ko as mien aur mehnat kenra hota h.
        • #5 Collapse

          Re: Forex Ko Chorne Ka Khayal Dil Se Nikal De

          Dost aapne bilkul sahi kaha hai Humne Apne dil se forum kuch hone Ka Khyal chod dena chahiye Kyunki isme Hamein free bonus Milta hai aur Aisi Koi Jagah nahi hai jaha par free bonus Mile stock market exchange Mein trading karne ke liye
          Click On Name And Visit My Journal
          Naseer953 Trading Journal
          • #6 Collapse

            Re: Forex Ko Chorne Ka Khayal Dil Se Nikal De

            Aapne bilkul sahi Baat kahi hai agar Hamein trading karte hue loss ka Samna karna padta hai aur hum bahut pareshan hai to aap ko chahiye kya aap apni weakness ko control Karen aur Pakistan Forex form Ko Dil Se nikalne Ki Koshish Na Karen Kyunki Agar aapko last hua hai to ja aapki apni Galti hone se hua hai Pakistan Forex iska zimmedaar Nahin Hai
            • #7 Collapse

              Re: Forex Ko Chorne Ka Khayal Dil Se Nikal De

              dear jis tarders ko forex ki samjjh hay aur wo achi earning kr sakta hay to usko agar ham chornay ka mashwra bhi daitay hain to tab bhi wo nai chorr sakta hay aur agar kisi ko lose pay lose ho raha hay to ham usay kitna bhi majboor krtay hain wo isay kabhi nai dubara join kr sakta hay is liye hamko caye k sab say pehlay iski achi say achi learning krni chaye jis say ham khud is baat ka faisla kr sakain k hamko isay chorna hay ya is main propper earning krni hay.
              • #8 Collapse

                Re: Forex Ko Chorne Ka Khayal Dil Se Nikal De

                g haan bhai jan apne thek kaha ham ko is mein forex ko chorne ka khayal dil se nikal deni chaiye ham ko is mein dil laga kar kam karna chaiye forex aik online business hai ai ham ko erning ka mouqa milta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Ko Chorne Ka Khayal Dil Se Nikal De

                  Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul thik hai kaha hai Main Itna Kehna Chahunga ke Ham forest ko Kabhi Nahi Chod Sakte Kyon Ke Ham Berozgaar Hain Hum Forex Mehrauli kar rahe hain Hum is mehnat karte hain Iske bad thoda Samay mehnat ka fal deta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Ko Chorne Ka Khayal Dil Se Nikal De

                    DEAR FRIEND ap ki bat sahi hai jis jis ne as main se earning kar ke dekhi hai tu wo tu kkm az km as ko tu nahi chore gee q k un kp pata chal choka hai ke ham as main se earning kar sakte hain as liy wo as ko nahi chorke ge aor ham ko chahiy hai kee ham as main ache se bi kam kare tu hi ham as main se profit hasil kar skae ge aas min
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Ko Chorne Ka Khayal Dil Se Nikal De

                      G bhai ap sahi keh rahy hain ham.ko forex kabhi bhi nahe chorna chiye jab bhi dil main forex chorny ka dhiyaan aye to sirf ye souch lo key main ne is ko shuru kis halaat man kkyaa thaa or forex par pehly se ziyadaa mehnat karin or us ko seekhin taa key ka ap forex par kamiyaab ho sakin or forex se earning karny ka gurr ap ko aa jaye gaa to ap ki har trade profit main he close ho ge
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex Ko Chorne Ka Khayal Dil Se Nikal De

                        Yes sir hum ko as mien aa ker her bar jab bee loss hota hai tu hum ko as mien yeh khayal ata ahi k hum as ko chor dain mager hum as mien aa ker as ko chor ni paty hien as ki waja yeh hai k as mien aa kr hum log earning kerty hien jo as mien aa ker earning kerty hien wo as mien aa ker profit earn ker sakty hien as lye hum ko as mien aa ker care kerna hota hai.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X