success mihnat ki key hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    success mihnat ki key hai
    agar ap as main success ful trader bana cahyte hin tu as main ap ko mihnat karni ho gy tu hi ham as main kamyab ho sake gee agar kamyab hona hai tu aesa kare
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: success mihnat ki key hai

    Jaisa aapne bilkul right ka Garam Pakistan Forex Mein Jitna Jyada mehnat Karenge Hum Hai Usi hisab se profit milega hamein chahiye ki hum Jyada Se Jyada mehnat Karen aur apne experience and knowledge ko update Karte rehta bhi Hamesha main kamyabi Milegi otherwise Hamein sirf los he milega
    • #3 Collapse

      Re: success mihnat ki key hai

      Asslam o alikum jee haan bhaai Jaan Aap Ne Bilkul Theek hi Kahan Hai maim sirf itna kehna Chahun Ga Ke Waqai Kamyabi Kamyab tab HoGi jab ham as main Mehnaat Karen gay Dil Se or Ziyada Keh Mehnaat Karen gay tab as main Kamyabi Hasil HoGi
      • #4 Collapse

        Re: success mihnat ki key hai

        G han humain iss main agr kamiyaab hona chatye hain toh humain iss mainj mehnaat karni ho ge humain iss main chaiye k hun iss main mehnaat ko stop na kariye hum apni mehnaat ko jari he rakye jis sy hum kamiyaab ho sakiye humj acha trader us waqat he ban sagtye hain jis waqat hum knowledgeable ho jaye
        • #5 Collapse

          Re: success mihnat ki key hai

          success mahant k baafir nahi mil sakti achi kamyabi k lye proper ap ko mahnat darkar hoti ha jab ap achy mehnat kertay hain then he aap ko achi success milti ha elsiye humay achi mehnat kerni chaye agar hum achey success chahtay hain.
          • #6 Collapse

            Re: success mihnat ki key hai

            Yes sir agar hum forex mien aa ker success hasil kerna chahty hien tu hum ko as mien aa ker newly demo account use kerna hota hai agar hum as mien aa ker demo account use kerty hien tu hum market ko samjh sakty hien or jab hum ko market ki samjh aa jati hai tu hum as mien aa ker earning hasil ker sakty hien.
            • #7 Collapse

              Re: success mihnat ki key hai

              G Han friends bilkul thek bat hai Ap jitna zaida mehnat kro gy Ap itna hi successful ho gy forex trading ek business hai Jis men Ap ko successful hone k liye mehnat ki zarort hoti hai Ap ki mehnat kabhi waste ni hoti Ap ko bohot zaida mehnat krni chayie Kyun k mehnat ka phal metha hota hai
              • #8 Collapse

                Re: success mihnat ki key hai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Luckytrader پيغام ديکھيے
                agar ap as main success ful trader bana cahyte hin tu as main ap ko mihnat karni ho gy tu hi ham as main kamyab ho sake gee agar kamyab hona hai tu aesa kare
                Yes dear thek kaha haiap ne forex business me success hony ka liy mhnet boht zarori hai agr hum zyda mhnet or hardworking krty hai to hum forex me success ho skty hai hum ko is me ahtyat se kam krna chahiy tbi ja kr hum earning kr skty hai
                • #9 Collapse

                  Re: success mihnat ki key hai

                  Slam to all of members...ap nay sahi kha ha agr aik acha trader banna chahty ha to is kay liay mehnat krni paray gy kyu k mehnat kay bgair to khuc hasil nae hota
                  • #10 Collapse

                    Re: success mihnat ki key hai

                    G bilkul ap ki bat darust hai jab tak hm mehnat nahi karain gay kamyab nahi ho sakty, mehnat ky baghair koi bhi kam nahi kiya ja sakta forex main bhi hm jitni zyada mehnat karain gay utna hi zyada successfull ho sakty hain lekin mehnat ky baghair km kamyab nahi ho sakty, mehnat ki wajha say hi hm achi Learning kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: success mihnat ki key hai

                      g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai kee ham ko as main agar success hasil karna hai tu as main mihnat karo tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor ham ko chahiy hai kee ham as main zyada bhi ham ko as main mihnat karni chahiy hai tu hi ham as main kamyab ho sake gee as main
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: success mihnat ki key hai

                        G Haan dosto mehnat kaamyaabi ki kunji hai, jb tak hum dil lga k mehnat nai karein gy hum kaamyaab nai ho sakty... Forex me b kaamyaabi hasil karny k liye mehnat ko bht ziyada zaroorat hai agr aap muslsal mehnat karein gy tou aap jald e kaamyaab ho skein gy is liye ziyada se ziyada mehnat karein aur dil lga k Kam karein..

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X