99 % sure app apna account wash hona sa bacha skta hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    99 % sure app apna account wash hona sa bacha skta hain
    Dear forum members hum main sa zyida tr logon ke tadaad wo ha jo ab tak kye bar apna account wash kr chuka hain is kyun hota ha is ke jo main wja samna aye ha wo ya ha ka jab hmra loss shro hota ha to hum wait krta hian ka ab market trend change ho ga tora ur wait kr leta hain isa krta krta ur loss kr leta hain ur phir iyk stage isi ati ha ka hum dill chor jata hain ur gusa main a jata hian ur jan boj kr account wash kr leta hian .

    jab app ka loss shoro ho us waqt bara loss sa phly apna chota loss book kr layin app ka 300 $ ka account ha to is main sa 100 $ be bach jye to app phir isa 300 kr skta hian lkain agr 0 ho jye to app ka pass kush nahi bacha ga...

    dosto kyia app meri is baat sa mutfiq hain...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: 99 % sure app apna account wash hona sa bacha skta hain

    dear agar ham kahain k hamara account markeet nay wash kia hay to ham khud markeet pay blame lagatay hain agar ham har trades monymanagemnt say lagatay hain to koi sawal he nai paida hota hay k hamara account wash ho jaye aur agar ham bay tukkay orders bari lots say lalach krtay huvay lagatay hain to hamko hamara koi bhi strong say strong knowledge bhi account wash honay say nai bacha sakta hay.
    • #3 Collapse

      Re: 99 % sure app apna account wash hona sa bacha skta hain

      G bahi ap ki bat teahk hai hum apna account wash hona s bacha sakta hain agr ap wali stratagy pr ammal karian tu laken yahan mai ak bat add kr don agr hum stop loos ko use krta hain tu humara account kabi wash nahi ho ga kiun ka stop loos s ap ka loos kam ho ga or ap ki trade auto pr band ho jati hai account wash tab hota hai jab hum stop loos nahi lagata or loos ko hona data hain ka shahid market wapas ah jaya isi waja s hamra account wash hota hai
      • #4 Collapse

        Re: 99 % sure app apna account wash hona sa bacha skta hain

        hamaen kisi trade ko itna hi time daina chaye jitna tk hamaen poora yaqeeni ho k trade wps aye ge jb hamaen pta lag jaye k market ki condition es qabil ni ha k wo back move kre ge us time hamary lye Jo behter faisla hota ha wo yehi hota ha k hm us trade ko close kr daen aur thora bht loss ha wo accept kr laen.ta k hm kisi big loss se Bach jaen.
        • #5 Collapse

          Re: 99 % sure app apna account wash hona sa bacha skta hain

          Dear bahut acchi baat ki hai post office use karna chahiye Amar Swapno use nahi karte to Khandwa so jata hai isliye Sab Ko Kaun Naam to use karte rehna chahiye aur kaam karo to track Kare kam karo Koi Mushkil Na Ho
          • #6 Collapse

            Re: 99 % sure app apna account wash hona sa bacha skta hain

            Dears members hum apna account wash hony sa bcha skty hain agar hum a6i strategy sa kam krain to hmara account wash ni hoga hmara account sirf greed or besabri ki wjaa sa wash hojata ha iss liye hmen chae hum phly a6i trh sa analyse krain phr trade krain issy sa hmara account wash hony sa bach jae ga
            • #7 Collapse

              Re: 99 % sure app apna account wash hona sa bacha skta hain

              g han bro asa he ha bhto sy log hain joh apna account wash karwa chukaiye hain apni galktyoo k waja sy woh galtiyaa yeh hain k trade ko galat time pr open karna or trad kah big lot use karna humain asa kabi be nahi karna chaiye jis sy humain nuqsaan ho humain chaiye k hum iss min zada sy zada mehnaat kairye apni mistakes sy seka
              • #8 Collapse

                Re: 99 % sure app apna account wash hona sa bacha skta hain

                je ap ne bilkul thek baat ki ha hamain ziadah loss wali trades ko ni chalnay dena chaye balke is ka sab se behtreen hal yeh h k hamain apni trades ma munasib stop loss ka use karna chye q k is se ham ziadah loss se bach saktay hain aur hamara account be wash honay se bach jata ha, au forex trading ma loss ho bhi jaye to market os ko recover karnay ka moqa bhi deti ha is lye account wash karnay se behtar ha k ham kam se kam loss karain aur ashi traders kar k os ko recover bhi kar lain to yeh hamari success ha na k failure ha
                • #9 Collapse

                  Re: 99 % sure app apna account wash hona sa bacha skta hain

                  I think humein sath sath account krte rehna chahye ,aur Jahan to hum loss bear KR skte hon wahan to wait krein, otherwise,wahan pr stop KR Dena ,full wash account hone na den
                  • #10 Collapse

                    Re: 99 % sure app apna account wash hona sa bacha skta hain

                    forex mai hamy mistakes ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: 99 % sure app apna account wash hona sa bacha skta hain

                      G bilul friends ager ap rules k sath rah kar trading karty hain to ap % apnay accout ko wash honay say bacha sakty hain es leyh ap ko caehyh k ap rules lk sath rah kar he trading karin kabi be rules ko brake kar k trading na karin
                      • #12 Collapse

                        Re: 99 % sure app apna account wash hona sa bacha skta hain

                        Dear friend asslam u alaikum dear Sir ap ki bat bilkul durust hai forex trading men Los ki account wash huny ki waja hamri ghlt fehmida hoti hai hm koshish men lge rehty hn loss recover hujae but account hi wash hu jata hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: 99 % sure app apna account wash hona sa bacha skta hain

                          yes har trader apnay account ko wash honay say bacha sakta hay. lakin bat phir wohi a jati hay kay trader kay apnay hath main hay sab kuch. ager aik trader small lot size use kerta hay to wo kabi bhi apnay account ko wash nahi kerta. wash ham tab hi kertay hian jab bari lot lagi ho aur market trend hamaray ulat ja raha hota hay to hamen loss hota hay.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: 99 % sure app apna account wash hona sa bacha skta hain

                            monymanagemnt say lagatay hain to koi sawal he nai paida hota hay k hamara account wash ho jaye aur agar ham bay tukkay orders bari lots say lalach krtay huvay lagatay hain to hamko hamara koi bhi strong say strong knowledge bhi account wash honay say nai bacha sakta hay

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X