What is the time frame you are trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: umar99 پيغام ديکھيے
    I trade 15 minutes TF with moving averages, in most cases, I can see the short trend very quickly that TF do you trade?
    wel is klye to ap apni marzi ka time frame bna saktew hu,jub apka mood hujaye ap time nikal sakte hu, full time job ke trha ye nhi hai,kue k ye ap ko time ka papand nhi kerta,.';
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      mein tarding har waqt karta hon kisi bhi time haan sunday ko nh karta q k sunday ko market he closed hota hai...
      • #318 Collapse

        main tu forex trading main sham ko tarding kerta ho aur kabi kabi daily bases per tarding kerta ho aur kabi kabi 2 din bad kerta ho sath main study be kerni hoti hai is lie part time ky thour per forex tarding kerta ho
         
        • #319 Collapse

          ji ha mere dost app assa question kyea lakin app ki saswal ki main assa jawab dunga ke forex busaienss main ko hi time freame na hi ha or app jab chyea tab trading kar sakta ha so main yea kahunga forex is the best business in the world.
          • #320 Collapse

            mera forex m trading krna ka koi fix time ni h.jesy hi mujey time mita h m trading kr deytea hn but ek ek din ke andar ap yeh kam kr ley tu zada acha h is se faida hota hota h.iske sath sath ap forex m trading krne ke barey m logon se info leyte rhay.is se apke knowledge m b bhare gi r apko trade krne ka pata b lagy ga ke kesy hoti h.
            • #321 Collapse

              me nay apna time frame jis k mutabik chart set kya howa hai wo ek minit hai ku k me nay choti choti trades karni hoti hain aur hame apna time frame trade ki duration k mutabik setkarna chahye.
              • #322 Collapse

                Forex trading me M5, M15 or H1 sirf new traders use kar sakty hai or jab ahisata ahisata in time frame se thora thora profit hasil kar le to wo apny ap ko H4 or D1 me shift kar sakty hai or un me se better trading kar k profit hasil kar sakty hai. Trading me successful trader H4 or D1 ko he use karty hai q k is me market ko easily analyze kia ja sakta hai or market ka trend pta kia ja sakta hai.
                • #323 Collapse

                  It had been piror to we had een fascinayed upon small amount of time body such as1M as well as 5M. However right now personally i think greater time period tend to be much better. All of the indicatios functions completely within greater time period. And so i industry within 4H graph right now.
                  • #324 Collapse

                    Time frame kuch khas nai hota juab ap koo time favorable laga ap ko trading krni chahiya is mein ap hi ko faida ha improper timing ap ko siwaaaya loss ka kuch nai daa sakti ha ap ka planing ka mutabiq situation mein ap easily aa jaoo earn kroo profit loo apna ..!!!!
                    • #325 Collapse

                      Main forex trading demo account par kar raha hun aur main ziada tar scalping kar raha hun aur time fream 5mint chart use karta hun main esko achi trha seekhny aur smjhnay ki koshish main hun.
                       
                      • #326 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: umar99 پيغام ديکھيے
                        I trade 15 minutes TF with moving averages, in most cases, I can see the short trend very quickly that TF do you trade?
                        Main demo account par trading kar raha hun aur main ziada tar scalping kar raha hun aur market say profit gain karta hun main to 5mint chart use kar kay trade karta hun mera khyal hay scalping kay liey ye time frame best hay.
                         
                        • #327 Collapse

                          forex trading main bohat se time frame hain jin main log trading kerte hain magar main to aik ghante kie time frame ko tergee deta hon agar ap iss main kamyabi hasil ker lete ho to ye aik achi batt hi aik ghante ke time frame main bohat se tarder kam kerte hain
                           
                          • #328 Collapse

                            Yah to ap ki apni mehnat aur time ha iss liye zarori ha kay ap apny mind kay andar achi tarah trade kar sakain aur behtar tor par kaam kar sakain iss say ap behtar tor par kaam kar sakain iss liye ap achi tarah kaam kar sakain aur mehnat kar sakain iss main
                            • #329 Collapse

                              mera zayda focus isi mein hota hai ke ap ke pas 2 time hain trading ke liye agr ap subah 11 se 2 tk kam karte hain aur sham 5 se 8 tk to ap is mein acha earn kar skte hain warna ap buht loss karo ge
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                time frame koi ahmiyat nahi rakhta Forex trading market me !!!! ap ko jab bhi jo time bhi suit lage tab ap trading kar sakte ho !!!!
                                haaan bas itna khyl rakhna k market me tazi or kami ka time hota hai jis me zada ya kamm loss ya profit hosakta hai !!!

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X