What is the time frame you are trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1261 Collapse

    is market main kaam ko krny k liay humy kafi zada time frame milty hain jis tara k is main sub say kum time frame hai one mint ka laikin is main zada best trading mery khail main hum nahi kr saqty hain kun k mumkin hai k is say hum ka mind change ho saqta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1262 Collapse

      Forex trading ke busniss mai bohat sary time frame hoty hy jo traders apni saholat ke hisab sai use kerty hy ya jo unko zaida behter lagta hy is ke liya mai h1 ko he prefer karo ga jo brst hy
      • #1263 Collapse

        bhai jan maney to koi b time nahi rahka na to forex key leya aur nahi tarding key ley jab dil karta h postihg kar leyta hun aur jab dil karta h tarding kar leyta hun aur as ma koi haraj nahi h
        • #1264 Collapse

          Es waqat mai tou Forex market mai new ho. Aur mai tou short term trade krta ho. Es KY lye mai tou M30 time frame ko use krta ho. So bhe m30 time frame use kr sakty ho.
          • #1265 Collapse

            G han forex trading main time frame hona chahiy jis main ap relax hi k trading kar sako iska apko kafi faida hota hy aour zahini tour pr mutmain hoty ho aur ap apna time frame aisa benao jis main apko market ki moving ka andaza ho
            • #1266 Collapse

              Sir main to abhi is may new hoon mujhe trading ksrni nahi sti hai ap lig is may kidi exper say seekhaye or kaam kare jab mujh trading ka kuch pata chal geya to main apko bata doon ga thanks ab sooy
              • #1267 Collapse

                time frame ko use karna ho ga kun kay har kam kay rule ko follow karny say hi us kam main asni peda hoti hay humain learning kar kay market main achy say kam karna ho ga
                • #1268 Collapse

                  Time frame hamesha accnt k hisab sy use krna chaeay.agr accnt chota hoto time frame b chota use krna chaey aur agr time fram bra use krna hae to acnt b bra hona chaey.
                   
                  • #1269 Collapse

                    mera tu time frame jo kay aikbohat hi best hai wo hai day 1 ka time period ye aik bohat hi acha time frame work hai is pe tarding achi ho jati hai aur aar kabhi bi trade na bi karnay ko milay tu me tarde nai karta ho
                    • #1270 Collapse

                      Kaam ko agar seekh k kiya jaye to us men kamyabi kay chance zayada hotay hen. Ham mukhtalif time frame use kar sakty hen trading k liye. Men 3 maah say demo account pay kaam kar raha hun aur men H4 time frame yani four hour time frame use karta hun aur men samajhta hun k yeh best hay.
                      • #1271 Collapse

                        Ap apnay laye ak auchy wala time period ko adjust kar layen k ye kab zayda or kab ap ko lse day sakti ha or ohr us hisab say ap is may trafe laga kar apna capital increase karty jayen
                         
                        • #1272 Collapse

                          time frame har trader apni marzi ka use karta hai waise 1 hour se 1 day tak ka time frame best rehta hai is ko short term trading bhi kehte hain is main ham daily k daily target fix karte hain aor agar trend ko dekh kar tade open ki gai ho to asaani se ham apna target hasil kar sakte hain
                          • #1273 Collapse

                            Recently started forex trading and i try to give much more time and extra attention k me jaldi learn kar sakoon.is lie maximum time lgats hon
                            • #1274 Collapse

                              forex trading mien main to H1 ko tarde karna prefer karti hn is mien ap sahi se trade le sakte hian aur is mien trade karte hue apke emotions bhi involve nahi hote.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1275 Collapse

                                is main hamain wo time frame use karna ho ga jo market main zaida use hoya ho ga is forex main trade karni k liye hard work karni ho gi ta k profit acha ho skay aur learn kar k hi earn karny k kabil ho skaty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X