Ao mil ker Forum ko SPAM se bahir nikalain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ao mil ker Forum ko SPAM se bahir nikalain.
    Dea friends aslam o alikum.
    Pichly kuch mahinon sey seb members ko bahut kem bonus mil rha hey halankeh unky likes ki taidad bhi bahut ziada hoti hey. Aj se ager hum 6 to 7 month pechy nazer dorain to humain nazer aey ga keh forum per ager thori post bhi ki jati to phir bhi bahut acha bonus mil jata tha.
    Forum ka maqsad sirf bonus hasil kerna bhen hota is ka maqsad learning bhi hey.
    Ap seb apna tajzia kerain ap ney last month kitni informative post ki thain. Mery khial main to last month main forum per koi bhi achi post dekhny ko nhen milain. Her member apny thread pory kerny main laga hey. Dear aisy thread per milny waly likes koi ahmiat nhen rekhty jo thread khud below standard ho.
    Is defa kuch members key likes 700 plus thy per unko mila bonus 20 ya 30 hey. Iski main reason hey spam posting yani unwanted posting. Aisi post kerna jis main kuch bhi seekhny ko na mily. Dosto aisy thread aor aisi poston per apny energy aor apna waqt zaya na kerain. In se kuch nhen milny wala. Ager kuch hasil kerna chaty hain to standard ko madenazer rekhty hoey post kerain.
    Repeated thread aor post bonus key liey count nhen hoti yeh forum ka rules hey leken isko koi nhen dekhta her koi alfaz ghuma ker wohi baat ker rha hey.
    Mera aj se yeh forum se wada hey keh like sirf usi post ko don ga jis main kuch new ho ga werna nhen aor thread wohi keron ga jo phly forum per nhen ho ga.
    Meri ap seb members se bhi yehi derkhwast hey keh forum ko chalny dain isko spam forum na banian werna seb ko kuch nhen mily ga. Ager kisi member ki meri is post se dilazari hoi ho to mazrat kerta hon.
    Yeh forum forex trading ki baat cheet ki jaga hey yeh yad rekhain aor isko follow kerain. Ager ho seky to forum rules ko bhi aik bar phir per lain. Thanks.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ao mil ker Forum ko SPAM se bahir nikalain.

    G han dear me apki bat sy itfaq karta hon dear apny bilkul thek kha hai but dear is bat me just senior ko he sochna hoga qk joiner ye new member abhi forex kay knolwedge sy itna waqif nhe hai or 2nd bat ye kah senior ek bat jo kah forum pe shear kar chukay han ab wo dobara to wo he thread shear nhe kar sakty han ab zeyayada sy zeyada ye ho sakta hai kah senior apna apna analysis shear karen to he hai
    • #3 Collapse

      Re: Ao mil ker Forum ko SPAM se bahir nikalain.

      Boss agar ham ko as mien kaam kerte hien tu aap ki bato per amal kerna ho ga aur ham ko as mien kamaee k lyee koshesh kerna ho ga agar ham as mien her bar ache aur behtreen post kerte hien tu ham ko acha bonus mil sakt h werna ham ko as mien kuch b nahi mile ga as lyee ham ko chahye k ham aap ki batayee howi sab bato per amal karian aur aap ka shukria k aap ny etni infrmative thread banaya h.
      • #4 Collapse

        Re: Ao mil ker Forum ko SPAM se bahir nikalain.

        Pak forex forum ka asal maqsad to logon ko forex business ki education dena ha aur dostra hamari posting ki wajah se woh hamain trading bonus detay hain to yeh hamrai sab ki moral duty ha k ham is forum se ziadah se ziadah faidah uthayain aur is ma jitni mehnat ho sakti ha karian aur apni posts ki quality ko asha karain ta k dosray forum members bhi is se faidah utha sakain q k yey hamaray lye aik best opportunity ha to posts aisi karian jis se dosron ka faidah aur trading bonus bhi asha milay
        • #5 Collapse

          Re: Ao mil ker Forum ko SPAM se bahir nikalain.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: GkashiG پيغام ديکھيے
          G han dear me apki bat sy itfaq karta hon dear apny bilkul thek kha hai but dear is bat me just senior ko he sochna hoga qk joiner ye new member abhi forex kay knolwedge sy itna waqif nhe hai or 2nd bat ye kah senior ek bat jo kah forum pe shear kar chukay han ab wo dobara to wo he thread shear nhe kar sakty han ab zeyayada sy zeyada ye ho sakta hai kah senior apna apna analysis shear karen to he hai
          Han bhai apki yeh baat bhi theek hey keh is bary main senior members ko hi kuch kerna pery ga. Aisa kerny main seb ki hi behtri hey to main samjhta hon her aik ko apna hisa dalna chaey takeh forum ka phly wala standard bahal ho seky aor seb enjoy ker sekain.
           
          • #6 Collapse

            Re: Ao mil ker Forum ko SPAM se bahir nikalain.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Dilse9212 پيغام ديکھيے

            G dear ap ny tk bt ki ha ky senior ko chaheya ky apna knowledge shear krty rahna kray zarori ni ky ager ko new member ha ya joiner wo ap sy request kray to he bta hota ha ap sb ko ya hona chahey ky jsy ap ko knowledge hasil hota ha ap ko chaheya ky ousi Time he shear kr dy
            • #7 Collapse

              Re: Ao mil ker Forum ko SPAM se bahir nikalain.

              Pakistan Forex Forum k rules ko agr theak sy follow kia jay to bonus bi acha milta h. Ap ny jo repeated post ki bat ki h to zayada repeat es ly bi hoti hn k pehly kisi ny post ki, baad mn kisi new referral ny read kr k idea lia aur phir alfaz change kr k apni thread lga di. Haan ye zarur h k koi bi member same topic dobara discuss na kry. Aur sirf quality posting pe hi thanks dy jain
              Just view ???, Like kon kry ga???
              • #8 Collapse

                Re: Ao mil ker Forum ko SPAM se bahir nikalain.

                forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain hamy forum mai spam ko mazy naze rahk ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex aik international or kabe be band na hony wala business hain yai aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain
                • #9 Collapse

                  Re: Ao mil ker Forum ko SPAM se bahir nikalain.

                  dear apki is tafseel ka bhut bahut shukria ham sab apk sath hain agar ham forum k sachay workers hain to ham sako yeh zimadari uthani he parray ge q k ham nay is pay kaam krna hay bhala ham main say yeh kon chayega k hamain bonus kam sakam milay hamari saray month ki mehnat zaya ho jaty hay thorya bahut spams ki wajha say is liye hamko pooray month ki mehnat ko zaya honay say bachana hay aur forum ko spam say paak krna hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Ao mil ker Forum ko SPAM se bahir nikalain.

                    Yes brother ap a buhut hi achi achi batain share ki ha mery hyal ma forum pa mojood kuch log aisy ha jo k apas ma ak dosry k thread and post ko like and reply karty ha un ma sa aksar log behooda behooda qisam k thread karty ha our unk saati us pa us sa bi behooda reply karty ha our sub ak dosry ko like dety rehty ha our jo log kisi achy thread ki talash ma hoty ha jis sa kisi ka knowledge bhary un ko es qism ka thread milta hi nahi ha jo reply karny ka qabil ho so hum sub ko es qism ki baton sa nikal k achy thread our us pa achi reply karni chaheye our jis ka thread ya post acha ho us ko thanks bi dena chaheye thanks
                    • #11 Collapse

                      Re: Ao mil ker Forum ko SPAM se bahir nikalain.

                      forum hamara dost hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain forex aik unique business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar kam kar sakty hain forex aik amm business ke nisbat acha business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Ao mil ker Forum ko SPAM se bahir nikalain.

                        yes sir hum ko as mien aa ker her bar apna experience shar karna hota hai or hamain as mien aa ker her bar spam ko khatam karna hota hai or jab hamary pass experience or knowledge hota hai to hum ko kesi cheez ki bi parwah nahin hoti hai q k ham janty hain k ham trade kesy karna hai aor ham ko as mien earning kesy hasil karna hai jab hum as mien experience hasil kar lety hain to hum market ki current satuation ko jan laty hain k market kis side par ja sakti hai or ham ko ab trade buy ka lagana hai ya ham ko trade sell ka lagana hai as tarah ham trade as mien laga daty hain or hum earning aram say hasil kar lety hain,her kio kehta hai k hum ko knowedge or experience zaror hasil karna hota hai as tarah hum ko acha bonus mil sakta hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Ao mil ker Forum ko SPAM se bahir nikalain.

                          Ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek Kaha Agar Hum mil kar kaam Karenge to hum Suraj ko satane mein se nikal sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Ao mil ker Forum ko SPAM se bahir nikalain.

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Dilse9212 پيغام ديکھيے
                            Dea friends aslam o alikum.
                            Pichly kuch mahinon sey seb members ko bahut kem bonus mil rha hey halankeh unky likes ki taidad bhi bahut ziada hoti hey. Aj se ager hum 6 to 7 month pechy nazer dorain to humain nazer aey ga keh forum per ager thori post bhi ki jati to phir bhi bahut acha bonus mil jata tha.
                            Forum ka maqsad sirf bonus hasil kerna bhen hota is ka maqsad learning bhi hey.
                            Ap seb apna tajzia kerain ap ney last month kitni informative post ki thain. Mery khial main to last month main forum per koi bhi achi post dekhny ko nhen milain. Her member apny thread pory kerny main laga hey. Dear aisy thread per milny waly likes koi ahmiat nhen rekhty jo thread khud below standard ho.
                            Is defa kuch members key likes 700 plus thy per unko mila bonus 20 ya 30 hey. Iski main reason hey spam posting yani unwanted posting. Aisi post kerna jis main kuch bhi seekhny ko na mily. Dosto aisy thread aor aisi poston per apny energy aor apna waqt zaya na kerain. In se kuch nhen milny wala. Ager kuch hasil kerna chaty hain to standard ko madenazer rekhty hoey post kerain.
                            Repeated thread aor post bonus key liey count nhen hoti yeh forum ka rules hey leken isko koi nhen dekhta her koi alfaz ghuma ker wohi baat ker rha hey.
                            Mera aj se yeh forum se wada hey keh like sirf usi post ko don ga jis main kuch new ho ga werna nhen aor thread wohi keron ga jo phly forum per nhen ho ga.
                            Meri ap seb members se bhi yehi derkhwast hey keh forum ko chalny dain isko spam forum na banian werna seb ko kuch nhen mily ga. Ager kisi member ki meri is post se dilazari hoi ho to mazrat kerta hon.
                            Yeh forum forex trading ki baat cheet ki jaga hey yeh yad rekhain aor isko follow kerain. Ager ho seky to forum rules ko bhi aik bar phir per lain. Thanks.
                            Assalamu alaikum bhai jaan aap ne bilkul theek kaha hai Jaise hi Forex trading ka business Pakistan mein popular Hota ja raha hai aur Pakistan Forex forum popular Hota ja raha hai Lok bahut tezi se I join kar rahe hain lekin knowledge na hone ki vajah se hua par Dhul Kishan ke thread create kar dete hain aur replies Mein Bhi Koi knowledge Nahin Hota is wajah se a y automatically humare post or reply ko spam mein daal Dete Hain Jis ki vajah se hame koi bonus Nahi Milta aur Hamara time-based Hota Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ao mil ker Forum ko SPAM se bahir nikalain.

                              ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Pariksha Mein kaam karte hain aur Hamara bonus bahut Achcha Nahin Aata to iski vajah Hum Hote Hain Ham is main Jyada Se Jyada posting karte hain aur Hamare posting Mein quality aur knowledge bilkul bhi nahin Hota chahiye Hamen jitne bhi likes mil jaaye Hamein Achcha bonus Nahin Mil Sakta Agar Hamare posting Mein knowledge Nahin Hogi to thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X