Kabi bhi ziyada profit hasil kar k proud feel nah karen?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kabi bhi ziyada profit hasil kar k proud feel nah karen?
    Dear brothers forex trading men loss aur profit hota rahta hey lekin jab ziyada profit hasil ho jay tu proud feel nhi karna chahiay kiun k ho sakta agli trade men ziyada loss ho jay iss liay loss ho ya profit dono time hamari feelings aik jesi honi chahiay aur kabi bhi proud feel nhi karna chahiay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kabi bhi ziyada profit hasil kar k proud feel nah karen?

    G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear dekha jay to agr ham sy koi acha kam ho jay to proud to khud ba khud he feel hota hai ye ek fitri aml hai mgr mery kheyal me aesa hona nhe chahye hamen Allah ka shukar ada karna chahye kah us ny hamen hamri mahnat ka phal dya hai
    • #3 Collapse

      Re: Kabi bhi ziyada profit hasil kar k proud feel nah karen?

      g hun ap ki bat bilkul thek hai k profit or loss to forex trading mai hota rehta hai is liye hmen dono conditions mai apny andr flexibility rakhni chahiye or profit hony pr zada proud nhi feel karna chahiye i know yeh aik khushi ka moment hota hai sb k liye lekin kuch log profit hony pr itna proudy ho jaty hn k wo mazeed mehnat karna chor dety hn or is ka result yeh nikalta hai k un ko baad mai nuqsaan uthana parta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Kabi bhi ziyada profit hasil kar k proud feel nah karen?

        G dear friends aap ki baat bikul droost hay ky forex main trading kerty hoy members aapni mehnaat say ziada earning ker sakty hain ager ham ziad earnings ker ky aapny aap ko ziada proud feel kerty hain too ya ghalt hay kun ky ager aap ko aak trade bhi ghalt open ho gai too aap ka proud acha nai hay
        • #5 Collapse

          Re: Kabi bhi ziyada profit hasil kar k proud feel nah karen?

          Dear pehlay bhe discuss kr chukay k gharoor takubar ki nishani hy forex main profit lay proud feel mat krain balkeh confident ho k kam ko mehnat sy krain aor ziada sy ziada profit lain
          • #6 Collapse

            Re: Kabi bhi ziyada profit hasil kar k proud feel nah karen?

            agar hamy acha profit mil gaya hain to hamy proud feel nahi karna chahey forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agra tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga forex aik real business hain
            • #7 Collapse

              Re: Kabi bhi ziyada profit hasil kar k proud feel nah karen?

              main khud ye samjta ho ke humain Forex main profit banane ke bad khud pe bohat zyda proud feel hota ha ke hum ne profit kiya hia Forex ki market se or even jab wo withdraw ap ke account main enter ho jata hai to tab to hum or bi zayda khush hote hain jo ke trading ki sab se bat bat muje nazar ati hai. Forex trading sab se best ha.
              • #8 Collapse

                Re: Kabi bhi ziyada profit hasil kar k proud feel nah karen?

                forex mai kam karty howe hamy proud feel karna chahey forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex trading students ky liye best job hain
                • #9 Collapse

                  Re: Kabi bhi ziyada profit hasil kar k proud feel nah karen?

                  Jaisa aapne bilkul sahi kaha hai Humko chahiye MS Mein kaam karte hain tu hamesha bahut hi acche se kam karna chahiye aur Hamesha main abhi khana chahiemy kutta ghar mein Hamesha match income karna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Kabi bhi ziyada profit hasil kar k proud feel nah karen?

                    Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading ke Business mein hai profitable aur
                    Loss Hota Hi rehta hai isliye Agar aapko Kabhi zyada profit ho jaaye to aap ko Apne Aap Par proud nahi karna chahi Kyunki agar aap proud Karenge to aapko loss bhi ho sakta hai hi Kyunki proud Karne Wale Ko Allah Tala pasand nahin karta isliye proud na karne aap Aur Zyada mehnat Karen aapko is Se zyada profit Ho aur proud Karne Wale Ka Hamesha sir nicha Hota Hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Kabi bhi ziyada profit hasil kar k proud feel nah karen?

                      G han my dear forex friend apny bilkul thek farmaya hy k hume forex pe trading k doran agr ziyada profit hasil ho jay to hame apny ap ko buhut bra trader nhi samjhy or na hi apny ap proud feel karen qkih aj ap kp agr profit hasil hoa hy to kl loss bhi ho skta hy
                      • #12 Collapse

                        Re: Kabi bhi ziyada profit hasil kar k proud feel nah karen?

                        G han dear ap na bht achi bat ki ha frnds business ma loss profit aik business ka hisaaa hota ha or agar hmen is ma loss hota ha to hmen gabrana nai chae balky next time good learn kr k trade krni chae or profit hony sa over confudnt b ni hona chae kisi chez ma over confidence hmen nakam kr daita ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Kabi bhi ziyada profit hasil kar k proud feel nah karen?

                          Ji bikul dost ap n boot achi baat ki h hmy pak forex acha profit hasil kr k proud feel ni krna chyee bulky dil se ous p ajazi or inkasari k sth dosro ko batna chyee or ziada greedy ni krni chyee q k forex m
                          • #14 Collapse

                            Re: Kabi bhi ziyada profit hasil kar k proud feel nah karen?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
                            Dear brothers forex trading men loss aur profit hota rahta hey lekin jab ziyada profit hasil ho jay tu proud feel nhi karna chahiay kiun k ho sakta agli trade men ziyada loss ho jay iss liay loss ho ya profit dono time hamari feelings aik jesi honi chahiay aur kabi bhi proud feel nhi karna chahiay
                            Yeh Baat aap ki bilkul thik hai agar traders co trading kartaway Jyada profit ho to unko proud feel nahin karna chahiye Kyunki agarwa crowdsale Karke trading Karenge to next time hai trading ke liye acche analyses Nahin Karenge
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kabi bhi ziyada profit hasil kar k proud feel nah karen?

                              sahi bat ki hai ap ny forex main jin ko profit hota hai tu agly he lamhy loss bhi ho jata hai es liye apny profit se a[ny emotions par control rkhna chahye or kbhi bhiblaalch nahi krna chahye lalach se hea pko jo profit milny k chanes hoty hain wo bhi khtm ho jaty hain or ap apni tradng main apny account ko khtry main dal lety hain tu apko acha profit mil rha hai tu achi bat hai kbhi bhi loss ko nazr andaz na karen q k kbhi bhi ho skta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X