Ager lagatar loss ho raha hy to kush din rest kren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ager lagatar loss ho raha hy to kush din rest kren
    Dear forum members forex trading aik risky aur difficult buisness hy is main profit loss dono hi chalty hn lkn ager kisi trader ko lagatar loss ho raha hy to us ko chand din ke liy trading shod dainy chay phir kush din mind ko fresh ker ke again trading start kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ager lagatar loss ho raha hy to kush din rest kren

    G Han Agar Kisi Ko Forex trading Mein lagatar Loss ho raha hai to usko chahi ke Hua Kuch Din Rashtra Karen Forex trading Ko Kuch Din ke liye rest day Hua apni life ko enjoye Karen aur trading na Karen Forex trading mein kabhi kabhi Lash Hona shuru ho jata hai aur Hamara luck Bhi Saath nahi deta use Waqt Hamein Forex trading Nahin Karni chahiye but Kuch Din rest kar leni chahiye mind ko fresh Karke Dobara trading Karni chahiye
    • #3 Collapse

      Re: Ager lagatar loss ho raha hy to kush din rest kren

      Dear lagtar loss nahi krain es kivwaja tlash krain k loss kyin ho raha hai apni mistake ko find krain trading choor denay say pher baad main bhi loos hi ho ga esliya galti dohnadin loss ki kiya waja hai lalch ki waja say loss ho raha hai yan pher overtrading ki waji risk ki waja stop loss ko na laga ya overconfidence ho jana bhi loss ka sabab banta hai esliya trading main experience k sath kam krain kise senioe say mushwara lay liya krain ya pher trend main wait kiya krain.
      • #4 Collapse

        Re: Ager lagatar loss ho raha hy to kush din rest kren

        Hi g bel kul sahi kaha ap ny k ager lagatar loss ho raha hai to pher hamy kuch din sabar krna chahiye kyun k sabar ka phaal metha hota hai apvthiry relex ho jae aur us k bad sochein k ap kp lagatar loss kyun ho raha hai pher ap apni galtiyon ko talash karein aur galtiyon ko talash kr k in ko dor krny ki koshish karein pher us k bad ap dobara trade lagain
        • #5 Collapse

          Re: Ager lagatar loss ho raha hy to kush din rest kren

          Gee haan bhai aap nay yeh bahut achi baat ki hai agar humain lagatar loss ho raha ho tou iss surat mein humain kuch rest kerna chahyea aur apni strategy mein change lani chahyea aur iss kay lye apnay seniors sae bhi mashwara kerain aur forum per bhi apni situation discuss kerain aap ko achay mashwaray milain gay
          • #6 Collapse

            Re: Ager lagatar loss ho raha hy to kush din rest kren

            rest b kabi kabi bohat zarori ho jati hai jub kabi koi acha perform na kar raha ho tu us ko rest kar leni chahiye cricket me b jub koi player acha nahi khailata tu us ko b rest per bej diya jata hai kuch dino ke liye forex trading me b agr koi regular loss kar raha hai tu usko chahiaye ke wo b rest kare or apne mind ko relex kare.
            • #7 Collapse

              Re: Ager lagatar loss ho raha hy to kush din rest kren

              Hi Jee bilkul sahi Agar Hame loss ho raha ho to Hame trading karna band kar dena chahiye aur Hamesha Soch Samajh Ke trading Karni chahiye pahle Hum Gaurav Fikar Kare Ki Hame Naaz kyu hua hai apni mistakes convert Karen aur fir yaad Rakhe aur insulation Hasya Kavi ke next time hum se ya mistakes Na Ho Aur Hamein loss Na ho
              • #8 Collapse

                Re: Ager lagatar loss ho raha hy to kush din rest kren

                Dear Aksar Aisa Hota Hai Ke Jo trade open ki Jati Hai vah loss Mein Hi close hoti hai aisi Surat Mein Kuch Din trading nahi karni chahiye Kuch Din demo account mein practice kar le ya FIR rest Karen kuch din ke baad mind fresh Ho Kar Dobara trading Karni chahiye Jin Jin mistake sy last time loss Hua Hai ounho Par Gaur Karen wah mistake Dobara Na Ho...
                • #9 Collapse

                  Re: Ager lagatar loss ho raha hy to kush din rest kren

                  G hain bhai jan apne bilkul hi sahi kaha hain agar humko is mein ihtiyt se kam karte hain to humko chahye k hum is mein ihtiyt se kam kare aur is mein zada mehnat kar k hi is mein success hasil kar skate hain aur apko is mein lagatra is mein loss hoota hain to is mein kuch din rest karna chahye pher humko is mein trade lagani chahe
                  • #10 Collapse

                    Re: Ager lagatar loss ho raha hy to kush din rest kren

                    G han I agreee with you agar kisi trader ko trade main musalsal nuqsan ho rha hsi to usay cahiyay ky mayous hony ki bjayay kuch din rest karain aur trading ko rok dain us k baad fresh ho ky dobara say trading start karain, musalsal kam ki wajha say thakawat ho jati hai aur jab tak mind fresh nah ho tab tak hm achi trading nahi kar sakty
                    • #11 Collapse

                      Re: Ager lagatar loss ho raha hy to kush din rest kren

                      Dear ager forex market ma humay trading ma lagaataar loss hu raha hay tu ye is baat ki nishaani hay kay hanara trading ka knowledge aor experience os standard ka nhi hay jis per hum trading ker kay profit earn ker sakayn is liye ye zarori hay kay hum kuch din trading stop ker dayn aor demo account per practice jari ker dayn ta kay hamari skill improve hu jaye aor humay profit milna start hu jaye.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Ager lagatar loss ho raha hy to kush din rest kren

                        hamy ache leanring hasial kar k mahnet sy ka karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy agar hum kam karty howe koi mistake kar ddy to hamy loss ho jata hain hamara accont wash ho jata hain is mai market ka kya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                        "The mind is everything, What you think you become"

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X