News ko read ker ke market ko analysis karna thek ya wrong ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News ko read ker ke market ko analysis karna thek ya wrong ?
    Sir mere khyal se ager ham news ko read ker ke trade open kary ge to aap iss me loss kam aur profit zyada karo ge ku ke market ke movement news per depend karta hai aap kia kehty hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: News ko read ker ke market ko analysis karna thek ya wrong ?

    Boss ham ko jab news ko dakhna hot h tu ham ko sab sy pahle market ko dakhna hota h k market kaha ja sakti h aagr ham as mien ye andaza ker lete hein k market kaha ja sakti h tu ham as mien kamaee ker sakte hien aur ham as mien kamaee ker k aik ache tajir ban sakte hien as lyee ham ko as mien news ko dakh ker trade kerna hota h.
    • #3 Collapse

      Re: News ko read ker ke market ko analysis karna thek ya wrong ?

      DEAR ham ko chahi hai kee ham jab bi as main trading kare tu ham ko chahiy hai kee ham as main market ko analysis kar ke hi ham as main trdaing kare agar ham as main aes akare ge tu ham as main kamyab ho sakte hain agar ham as main trend ko dekhe bagher ham as main trade laga den ge tu ham as main kabi bi kamyab nahi ho sake gee
      • #4 Collapse

        Re: News ko read ker ke market ko analysis karna thek ya wrong ?

        Sir hum ko forex mien aa ker news ko read kerna hota hai agar hum as mien aa ker market mien news ni dakhty hien tu hum andaza ni ker sakty hien k market kaha jaye gi or hum as mien ksi side oer trade ker sakty hien as lye hum ko as mien aa ker her bar news ko follow kerna hota hai or as k mutabiq hum ko trade krna hota hai.
        • #5 Collapse

          Re: News ko read ker ke market ko analysis karna thek ya wrong ?

          Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aapne bilkul theek Kaha Hai Main Itna Kehna Chahunga ke Hamen as main Chahiye ke hum market ko achi Tarah analysis Karke Phir trading Karen Agar Hum analyses Karke trading Karenge to hum kamyan bhi Honge aur hamara trade profit main Bhi ja sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: News ko read ker ke market ko analysis karna thek ya wrong ?

            forex mai new ko read karna be zarore hota hain hamy in ko rozana dahkna chahey news py hum live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain forex business pury pakistan mai legal or famous ban cuka hain
            • #7 Collapse

              Re: News ko read ker ke market ko analysis karna thek ya wrong ?

              Forex trading my market ka knowledge hona bht hi zarori ha forex my apko trade karty hOe market ka analysis karna chahye k either its was running profit or not... Jab tb apko proper knowledge nai ho gi ap profitable trading nai kar skty
              • #8 Collapse

                Re: News ko read ker ke market ko analysis karna thek ya wrong ?

                forex mai news ke bohat ahmeyat hain hamy in ko roz dahkna chahey hum news py trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hamy news ko dahk kar market ko analysiz kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy
                • #9 Collapse

                  Re: News ko read ker ke market ko analysis karna thek ya wrong ?

                  ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai aur Main Aap Ki Baat Ko Mangta Hoon Agar Hum Pakistan project Mein kaam karte hain to hamein chahiye kya main market ko bahut hi jyada read karna hoga aur Har Waqt market mein online rehna Hoga aur Hamein market ko Jyada Se Jyada analyses karna hoga FIR Hum market mein bahut hi accha experience Asan kar sakte hain jis ki vajah se hum bahut accha profit bhi Hasil kar Payenge thanks
                  • #10 Collapse

                    Re: News ko read ker ke market ko analysis karna thek ya wrong ?

                    Jab bhi ap Trading lene k lye meta trader open karen apko chahie k ap pehle News check kar len mere khayal se agr ap pore week ki high impact news ka pta lga len aor phir chart open kar ke analysis karen q k bht dafa jab trade lete hen aor agr news time ho to apka technical analysis thk bhi ho ga lekin news ki waja se apki technical kharab ho jai gi aor apko loss ho sakta hai issi liye acha yhe k trade se pehle 1 dafa news time dekh len.
                    • #11 Collapse

                      Re: News ko read ker ke market ko analysis karna thek ya wrong ?

                      forex aik business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik unique business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex pakistan mai legal ban cuka hain
                      • #12 Collapse

                        Re: News ko read ker ke market ko analysis karna thek ya wrong ?

                        forex mai hamy news ko zaror read karna chahey hamy market ko anlaysis kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik unique business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: News ko read ker ke market ko analysis karna thek ya wrong ?

                          jio Sar aapane bilkul sahi kaha hai aur main aapki baat ko manta hun Hamen chahie kya market Koi narajagi Karte Rahen aur Hamen use per click karna chahie Kyunki news Se Acha profit bhi Aasan hota hai aur Hamen chahie ki Ham market Karya Karte Rahen
                          • #14 Collapse

                            Re: News ko read ker ke market ko analysis karna thek ya wrong ?

                            Assalamu Alaikum Mere Pyare dost Achcha Sawal hai news ko read Karke kam karna Jyada Behtar Hoga ismein fayda Jyada aur nuksan ke kam chance Hote Hain Kyunki news ke bad Hamen Pata Chalta Hai Aur Uske movement ka
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: News ko read ker ke market ko analysis karna thek ya wrong ?

                              jio Sar aapane bilkul sahi kaha hai agar koi train Lagana Chahta Hai To usko news ko red karke hi trailer gana chahie aur new ko read Karke market ko bhi acchi Tarah Se Ilaaj Karke trailer gana chahie Agar vah news read Nahin Karega to usko loss bhi ho sakta hai isiliye news ko read karna bahut hi Jaruri Hota Hai Tabhi Humko ismein bahut accha profit bhi ho sakta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X