Kum time main ziada earning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kum time main ziada earning
    Dear forum members forex trading aik worldwide aur most profitable online business hy ye aik aisa buisness hy ke ap is se bahut kum time main ziada earning ker sakty hn itny earning ap aur kisi business main kum time main ni ker sakty ager ap forex trading ko learn kerny ke bad kerty hn aur jun ap ko earning start hoty hy to aisy lagta hy ke jaisy paison ki barish ho rahy hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kum time main ziada earning

    dear brother apki bat bilkul theak ha forex trading aik bahot achha aur most profitable business ha is mn agr mehnat ki jay aur forex k baray knowledge aur achha trading experience gain kr k achhi planing k sath trade ki jay to ap forex trading sa km time mn bhi achhi earning hasil kr sktay hn
    • #3 Collapse

      Re: Kum time main ziada earning

      Friend forex trading jitna profitable hey is se kai guna ziada risky hey. Ap janty hon gey keh forex trading key nakam trader ki quantity ziada hey banisbat profit earn kerny walon ki. Trading ko easy nhen laina chaey belkeh jitna possible ho seky hard work ker ky trading kerain.
      • #4 Collapse

        Re: Kum time main ziada earning

        ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex Mein senior hain aur expert trader hain tu humkadam time mein bahut hi jyada profit Hasil kar sakte hain Agar Hum expert Nahi To Hum Pakistan police mein bilkul bhi bahut jaldi accha profit on sale nahin kar sakte isiliye hamein chahiye Hamen expert trader Banke bahut hi jaldi achha profit Hasil karna hota hai thanks
        • #5 Collapse

          Re: Kum time main ziada earning

          Boss agar ham kam time mien zyada kamee kerna chahte hien tu ham ko as mien menat kerna hota h aur ham ko as ko seekhna hota h agar ham as ko seekh lete hien tu ham kamyab ho sakte hien aur as mien kamyabi hasil ker sakte hien as lyee ham ko kahyal ker kaam kerna hota h aur kamaee kerni hoti h.
          • #6 Collapse

            Re: Kum time main ziada earning

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Samar802 پيغام ديکھيے
            dear brother apki bat bilkul theak ha forex trading aik bahot achha aur most profitable business ha is mn agr mehnat ki jay aur forex k baray knowledge aur achha trading experience gain kr k achhi planing k sath trade ki jay to ap forex trading sa km time mn bhi achhi earning hasil kr sktay hn
            Yes sir thek kaha hai ap ne me agree krti hu ap ki bat se hum kam time me forex se money earning kr skty hai but is ka liy hum ko mhnet krny ki zarort hoti hai hum ko trade market ki movement ko dakh kr krni chahiy or fresh mind se krni chahiy tb hum is se money earn kr skty hai
            • #7 Collapse

              Re: Kum time main ziada earning

              bohat sare busines aise hote hai jin me investment tu abi ki jati hai lakin earning un kamo me saalon bad shuro hoti hai long term investment hoti hai jub ke forex ki bat kare tu ya hum per hai ke hum is kam ko kitni jaldi seekhte hai agr hum jaldi seekhy gy tu hum is kam me jaldi in ho jaye gy or kuch na kuch earn karna start kar de gy.
              • #8 Collapse

                Re: Kum time main ziada earning

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Star401 پيغام ديکھيے
                Dear forum members forex trading aik worldwide aur most profitable online business hy ye aik aisa buisness hy ke ap is se bahut kum time main ziada earning ker sakty hn itny earning ap aur kisi business main kum time main ni ker sakty ager ap forex trading ko learn kerny ke bad kerty hn aur jun ap ko earning start hoty hy to aisy lagta hy ke jaisy paison ki barish ho rahy hy
                Alaikum bhai Meri knowledge ke mutabik forum Ye Kaisa Hai 23 Par Hum kaam time mein bahut jyada neend bhi kar sakte hain Agar hum mehnat se kaam Karen pure Lagan Osho ke sath aur apne knowledge aur learning ko istemal Mele tu ja Hamare Liye Ye Chadar nanga Sab Ban sakta hai Shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: Kum time main ziada earning

                  Bulkul forex trading aik behtareen business hai joke world wide business hai more profitable business jub hum trading karty hai tu forex business main kamny ka baresh hota hai acha say acha earnings deta hai forex jisa acha aur aur profitable business koi aur nahi sub say acha aur best earnings deny wala wahid business hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Kum time main ziada earning

                    Dear kem Time mein ziada earning k bary mein sochny waly k hi kamyabi ni hoty q k aisa mumkin ni ho sakta k ap k pass koi aisi cheez aa jye k ap us k istemal se kem time mein ziada earning kr laen mein ne aj tk aisa koi trader ni daikha Jo ye kr saka ho es lye aisi soch ko chor daen aur koshish krean k positive soch k sath trading jari rakhaen
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Kum time main ziada earning

                      aur confidence increase karna chahie aapko Main Bata Doon continue continue Rehne Wala Hai Ya bahut acche se chal raha hai nuksan coface nahin karna chahiye ya Ek acche wala aur constance generate karne wala business hai isme Main Apni friend ko kabhi bhi backside ki taraf se Dekha Nahin Jana Chahiye aur apne lines ko apni management ko acche se Karte Jana Chahiye
                      • #12 Collapse

                        Re: Kum time main ziada earning

                        Yes dear agr forex ki achy se smhj aa jae to yeh kam time main bahut zeada earning deta hy es se to lakhon aik din main earn keay ja skty hen.lkn us k leay mehnat aur experience hona zarori hy.jahan yeh aik profit wala business hy Wahan hi bahut risky bhi hy.d
                        • #13 Collapse

                          Re: Kum time main ziada earning

                          Forex sae kam time mein zayada earning hasil kernay kay lye humain forum per zayada kaam kerna chahyea demo mein zayada sae zayada practice kerni chahyea aur bonus zayada hasil kernay ki koshish kerni chahyea
                          • #14 Collapse

                            Re: Kum time main ziada earning

                            Hi g bel kul km time main b zaida earning kr sakty hein ye hamarybuper hi hai k hm kitny fast hai hamara jitna dil laga hua hai apny business main hm kitni dilchaspi ly rahy hein apny kam main ye sari batein hamy mady nazar rakhni chahiye ye bohat hi zaroori hai mehnat sy kam karein aur agy barhein mehnat main azmat hai mehnat sy kam karein aur agy barhein
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kum time main ziada earning

                              G bilkul forex aik worldwide business hai aur hm bahout km time main zyada profit earn kar sakty hain, jitni zyada forex ky bary main knowledge ho gi utna hi hm kam waqt main zyada posting kar ky zyada earning kar sakty hain, kidi bhi kam main kamyabi ki pehli shart mehnat hai to yahan bhi hm jitni zyada mehnat kar ky seekhain gy, utna hi jaldi hm is main aagy ja sakty hain aur jb knowledge aur experience zyada ho ga to km time main zyada posting kar ky hm zyada profit hasil kar sakien gy
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X