Earning in Forex..
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Earning in Forex..
    Assalam o alaikum Bhai kesy hen ap sab log.mera ye sawal Hy k ham forex se kesy aur kitna kama skty hen.ya koi limit bhi hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Earning in Forex..

    Dear bro forex trading aik worldwide aur most profitable online business hy ye aik aisa buisness hy ke jis se ap bahut kum time main ziada earning ker sakty hn ap ne pocha hy ke earning kaisy kerny hy to is ke liy ap ko forex trading ko learn kren fotex trading ka knowledge hasil kren demo account per practice kren phir ap ko earning bh start ho jai ga
    • #3 Collapse

      Re: Earning in Forex..

      Walaikum Assalam bhai g ap forex business min jitna time do gy itna zada kama skty ho or apko chaye k ap pehly isko smjhy achi trah sy phir practice kryn or us k bad trading kr k ap achi income hasil kr skty hen is min apko bhot fayda hai forex business apko bhot km time min bhot zada income bhi dy skta hai
      • #4 Collapse

        Re: Earning in Forex..

        Hi g forexain Achi earning ki jai Sakti hai per ye hamari mehnat py depend krta hai Forex hsmy ye opportunity deta hsi k ap is business sy jutna b earn krna chahty hein Jr sakty hein per ye ab hamari humat hai k hm is sy jetna b earn kr len mehnat sy kam karein kyun k mehnat main azmat hai mehnat hi sy hm kamyab hein
        • #5 Collapse

          Re: Earning in Forex..

          ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex mein bahut hi accha profit Hasil karna chahte hain tu hamesha hi kya main Pakistan Forex main bahut jyada mehnat karna hoga Agar hum mehnat nahi karenge To Hum Kabhi Bhi profit Hasil nahin kar sakte Hame chahiye gaana demo account ke sath sath market ko bhi analyses karte rehna Hoga FIR Hum Pakistan se bahut accha profit cancel kar sakte hain thanks
          • #6 Collapse

            Re: Earning in Forex..

            Yes dear ap forex se earning kr skty hai but is ka liy ap ka pas knowledge or experience ka hona boht zarori hai agr hamery pas trading k bry me experience or knowledge ho ga to hum easy trading se money earning kr skty hai trading se hum apni life change kr skty hai is ka liy hum ko zyda mhnet ki zarort hoti hai
            • #7 Collapse

              Re: Earning in Forex..

              Forex mien ham ko kaamee hamari mehnat sy hoti h agar ham as mien be hesab mehnat kerte hien tu kamaee b be hesab ker sakte hien as lyee ham ko as mien himmat ker kaam kerna hota h aur ham ko as mien as had tak kaam kerna hota h k ham as baat ko sabit ker den k am aik ache tajir hien aur ham as mien kuch na kuch kamaee ker sakte hein.
              • #8 Collapse

                Re: Earning in Forex..

                forex me paisa earn karne ki koi limit nahi hai lakin apne ya b pocha ke is kam me earning kaise ki jaye simple si bat hai ap ko forex trading ki samj honi chahiye ke ya kam hai kya or is ko kiya kaise jata hai jub ap ko ya cheeze khne ko mile gi tu apko ya b pata chal jaye ga ke is kam me earning kaise akrni hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Earning in Forex..

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Tasawar711 پيغام ديکھيے
                  Assalam o alaikum Bhai kesy hen ap sab log.mera ye sawal Hy k ham forex se kesy aur kitna kama skty hen.ya koi limit bhi hy
                  Assalamu alaikum bhai Forex se karne ki koi limit nahi hai yeah aap ki kabiliyat par hai ki aap is Se Kitna earn kar sakte hain agar aap acchi learning or knowledge rakhte hain aur aapka Nilesh bhi achha hai Pashupatinath se bahut jyada earning kar sakte hain Shukriya
                  • #10 Collapse

                    Re: Earning in Forex..

                    market Mein investment karte hain aur accha kaam karke proper planning for achievement Karte Hain Kabhi Bhi Inc logo ko chahiye kya Apna time bhejna Kare market mein aur proper direction ke sath kaam Karen Business mein Hamare Paas money management ka system Ka Hona bahut jyada Jaroori Hai Hame Pata hona chahiye ki money management system Kaise work karta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Earning in Forex..

                      Dear forum par kam karny kyy limit hai lykin timing ni hai jb marzii open kar sktyy hai daily ki 50 postss kar sktyy hai ous ky bad trading main koi limit ni hai jitni marzi investment krenn jitna marzi lot size lagenn trading main markeet hadta itwar close hoti hai baqei din open hoti hain jb marzi trad laga sktyy hai..
                      • #12 Collapse

                        Re: Earning in Forex..

                        Hi g earning to hamy krni chahiye forex main ye to must hai is k begair kisi ka b guzara nahi hai is main hm Pakistan beth k dollars main earning krty hein is leye hamy chahiye k hm is main khub mehnat sy kam karein aur agy barhein mehnat main azmat hai mehnat hi sy hm achi earning kr sakty hein is leye khub mehnat karein aur agy barhein mehnat bohat hi zaroori hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Earning in Forex..

                          Dear frnd forex aik worldwide aor most profitable busnis hy is main aap jitni ziada mehnat krain gay utna ziada profit kama sakain gay.koi limit nhn profit ki jitni mehnat kr k kama saktay hain kamaain
                          • #14 Collapse

                            Re: Earning in Forex..

                            G han hm foerx py bahout achi earningkar sakty hain, jitni zyada mehnat karain gy itni hi zyada earning ho gi, yeh ap ki apni mehnat par depend karta hai ky ap kitni earning kar sakty hain, forex ky bary main knowledge gain karain jitni zyada knowledge gi earning itni hi asan lagy gi, is main earning karny ky liyay mehnat ki zaroort hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Earning in Forex..

                              forex trading me koi liit nahi hai jub dil kare kam kari jitna dil kare kam karo ap ka di hai tu 24 gante baith kar forex trading karte raho 24 gante y market open rahti hai lakin hume ya hud daikhna hai ke hume kon sa time theek rahe ga us time hi trading karni chahiye or limit me rah kar hi trading karni chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X