Apna forex account ksi k agy b share na kryn

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apna forex account ksi k agy b share na kryn
    Dosto min ye kehna chahta hon k ap log ksi ko b apna forex account na btayn ksi k agy b share na kryn is sy b ap ko big loss ho skta hai or apka account bhi wash hony ka khatra hota hai agr ksi anjan bandy k hath min lag gya apka account tu ye ap k liye nuqsan ka sabab bn skta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apna forex account ksi k agy b share na kryn

    hamko kia zarurat hay k ham apna profit aur lose kisi k samnay rakhain aur agar aisa krnay say hamko kuch faida hasil hota hay to hamko aisa zarur krna chaye aur agar yahan koi kisi ki help nai krta hay to jo kuch bhu hamko earn hota hay aur lose un sab k ham khud he zimadaar hain aur hamko is k badlay main koi bhi kuch help nai karay ga is liye in baaton say avoid he best hay.
    • #3 Collapse

      Re: Apna forex account ksi k agy b share na kryn

      yes har kisi ko chahiaye k apna forex account kisi k sath b share na kare agar koi account share karta hain tu uski b nazar lag jati hain jis say loss b ho skta hain is liye jaab b koib trade kare tu sirf apni trade kisi or k sath share kar skte hain par humhain chahaiye k hum apna accoutn kisi or memrbs k sath share na kare yaha tak k kisi or ko b forex ki taraf le kar aye or apne account say usko sirf ye dekha de k ye forex bhot he best kaam hain or yaha say achi incoem hoti hain
      • #4 Collapse

        Re: Apna forex account ksi k agy b share na kryn

        Gee haan aap ko apna account sub sae secret rakhna chahyea aur account sae mutaliq maaloomaat kisi kay sath bhi share na kerain iss sae aap kay account ko khatra ho sakta hai aap kay account ko koi aur bhi operate ker sakta hai issi lye broker bhi aap kay account ko safe rakhta hai
        • #5 Collapse

          Re: Apna forex account ksi k agy b share na kryn

          G han dost ap ny bilkul thek kaha hai k forex account ak aesi cjez ahar ap kise ko day jos ko es bary main knowledge na ho wo to ulty sedhy hath mar kar apka account wash kar sakhta hai jis sy apki mahnat mar pani phr jay ga es apko chaiy k es ko ap y pas rakhen aur ksei ko na deantamy apka account secure rahy
          • #6 Collapse

            Re: Apna forex account ksi k agy b share na kryn

            G han dear ap ki bat theak hai kay humain apna forex wal accoutn hamesha he secret rakhna chaye kiyu kay es mai ager kisi ko pta chal jata haibtu nuqsan apna he hota hai aur bhut zayda nuqsan ho jata hai tu koshesh karain kay ap kabhi bhi apna account kisi kay sath share na karain tu he bhatar hai
            • #7 Collapse

              Re: Apna forex account ksi k agy b share na kryn

              ]hamko kia zarurat hay k ham apna profit aur lose kisi k samnay rakhain aur agar aisa krnay say hamko kuch faida hasil hota hay to hamko aisa zarur krna chaye aur agar yahan koi kisi ki help nai krta hay to jo kuch bhu hamko earn hota hay aur lose un sab k ham khud he zimadaar hain aur hamko is k badlay main koi bhi kuch help nai karay ga is liye in baaton say avoid
               
              • #8 Collapse

                Re: Apna forex account ksi k agy b share na kryn

                hamko kia zarurat hay k ham apna profit aur lose kisi k samnay rakhain aur agar aisa krnay say hamko kuch faida hasil hota hay to hamko aisa zarur krna chaye aur agar yahan koi kisi ki help nai krta hay to jo kuch bhu hamko earn hota hay aur lose un sab k ham khud he zimadaar hain aur hamko is k badlay main koi bhi kuch help nai karay ga is liye in
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Apna forex account ksi k agy b share na kryn

                  Asalamo alikum dear ferind bilkul sae kha ye ap ka persnol anct h ap kisi sy kam k bary mai guidline le sakty hain market k bary mai sawal jawab zror karen lakin apny anct ki details na shear karen user name poswrd etc ta k koi en ka mis use na kar saky
                  • #10 Collapse

                    Re: Apna forex account ksi k agy b share na kryn

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Matloob4936 پيغام ديکھيے
                    Dosto min ye kehna chahta hon k ap log ksi ko b apna forex account na btayn ksi k agy b share na kryn is sy b ap ko big loss ho skta hai or apka account bhi wash hony ka khatra hota hai agr ksi anjan bandy k hath min lag gya apka account tu ye ap k liye nuqsan ka sabab bn skta hai
                    Bhai jan agar aap ksii ko b apny account k bary mai btaty hai to apko chahye k aap usko is k positive cheazain btaeen jis sy woh b is field mai aa saky na k aap us bandy ko apna account number aur sath sath apna password b bta dain jis sy aap k liye khatra bann jay woh banda
                    • #11 Collapse

                      Re: Apna forex account ksi k agy b share na kryn

                      forex k account ki provacy zarori hai q k jub tak apka ccount apki nazar main rahta hai secure rahta hai q k aj kal kisi par bhi bhora nahi kiya ja skta hai q k ap k account ki privcy boht ahmiyat rakhti hai q k apka ccount wash hony ka bhi khtra hota hai apn account khud mange karen or secure rakhen ap k liye acha hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Apna forex account ksi k agy b share na kryn

                        G haan dear forex trading accounts ki log in details kisi sey bhi share mat karey.agar aap nay kisi ko apna account dikhana bhi hai tou khud log in ker kay dikhana safe rehta hai.Wesay bhi jab kisi ko aap account dikhaey tou agar wo forex sey anjaan hai tou usay pata bhi nahi hoga kay aap nay kaisay open kia hai or jisay forex ka pata hai wo aap ka account daikhnay ki baat bhi nahi karey ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Apna forex account ksi k agy b share na kryn

                          Dear ap ke bat blkul thk hai ka ham ko apni personal information na dan agr aisa kran ga tu wo ap ka account use kr ka ap ko lose phuncha sakta hai hm ko chaya ka apna Insta ka account bahut save rakhen ya sab chezan ap lock kr ka rakhen ya information kise ko na dan ap ka account bahut important hota hai ap ka lya
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Apna forex account ksi k agy b share na kryn

                            Bhai esa bilkul b ni krna chahiyeh or na hi es cheaz ki zarorat hai kusy ko account or password daina tu bohat bari ghalti hai han koi jany wala hu phir tu or baat lekin jis pe yaqeen hi na hu or na hanty hu tu osy daina tu bohat bari ghalti hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X