Forex seekhne ka shooq.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex seekhne ka shooq.
    Dear forex members, forex seekhne ka shooq ho to forex mushkil nai ha, q k is dunya ma kuch namumkin nai ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex seekhne ka shooq.

    Forex seekhny ka shoq you her kisi ko hota hai aur log seekh bhi lety hain lekin jab tak forex ko completely seekh na lia jaey na tou forex market main investment kerni chahiay aur na hi trading kyun ky yahan per expert traders ky liay bhi investment aur trade kerna bahot risky hai tou normal traders ko tou sirf loss hi hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex seekhne ka shooq.

      G bilkul thk kaha ha ap ne Jin traders ko forex learning mein bht interest hota ha wo jaldi seekh jaty haen q k wo hr waqat esi business mein ghusy rehty haen jis se Un ko hr waqat achi achi informations milti rehti ha aur wo seekhty rehty haen. Hr traders jo kamyab hona chahta ha usy chaye k wo forex ko learn kre interest k sath.
      • #4 Collapse

        Re: Forex seekhne ka shooq.

        G han forex seekh sakty hain ye koi mushkil kam nahi hai es main thoree mahnat lagti hai aur shooq kam kerta hai agaer ap k man kam kernay ko ker raha hai to ap bohat jaldi forex ko seekh jain gay firex ka knowledge apnay doston say letay rahain jo kam ker rahay hain aur un ki baatun per amal bhi krain poting main acha knowledge shair krain aur ach experience forum per har teah ka experience majood hain mahnat say kayab ho jao gay.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Forex seekhne ka shooq.

          G dear jhan tak daikh jaye tu koi bhi kam ager mushkil ni hota bus ap ko sub se phlaye usaye dil laga kay seekhna parta hai tu forex ko ap jitna achaye se seekhao gaye ap ko utna he faida daye ga forex kay baraye mai learn karna chaye ta kay acha knowldge hasil ho sakye

          اب آن لائن

          Working...
          X