Trade with or without a stop loss!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2731 Collapse

    agar stop loss ka option diya gaya he to yeh aik common sense ki bat he keh woh kitna important hoga isliye hamen chahiye keh hum always stop loss ko use karen takeh hum aik barey loss se bach kar achi trha se trade kar saken aur trading decipline ko follow kar saken.
    https://t.me/pump_upp
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2732 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: umar99 پيغام ديکھيے
      Many traders believe that the stop-loss limits their income, so they do not use it. Other traders never trade without a stop loss. Do you have any experieces about it!
      jb bhee koi trader trade krta h tu sath me stop loss ka use tu krta hi h is k bgair ap ki trade loss me bhee chale jti h aur forex m ap ku stop loss ka use lazmi krna hi parhey ga agar ap ne acha profit earn krna h aur ap ku stop loss se hi zyada loss hune se bach saktey he is lye ap ku manasab trade krne k lye ap sath m stop loss ku sahi use krey ta k loss sey bach jye....
      • #2733 Collapse

        boht sary trader ha jo kay apne trad ma stop loss ko ues nhe karty ha our is ma un ko experinec hota ha to ow profit hasil kar laty ha is kay bagr lakine jin ko knowlged nhe hote ha our ow is kio ues nhe karty ha to un jko loss he hota ha is liay hum ko stop loss ko ues karna chay apne trad ma ya aik best business ha is liay aap ko is ma mayhnat karne cahay
        • #2734 Collapse

          g bhai jan ap nay sahi kaha hy bhot sy loug stoplos ka istmaal nhi karty aur mere khyal mein yehi unki sbsay badi ghlti hy hmein chahye kay beshak thra nuqsaan hjaye aur merket wapis ajaye lakin achank koi buri khbr ayee to ap ka sara acount khtm ho skta hy hmein chahye kay forex mein ic bt ka khyal rkhna chahye kay hm nay aik hd tak risk uthana hy nah uc sy ziada nah uc sy kam
          • #2735 Collapse

            stop loss kay bagr aap trad karty ha to aap ko is ma loss be ho sakta ha q kay is ma hum ko set karnay sa loss kam hota ha agr market humary kalif jate ha to is ma ko apnay account ki fakr nhe hote ha hum nay jo stop loss set ka hota ha waha ja kar trad kad he cloess ho jate ha agr loss ma jay to
            • #2736 Collapse

              stop loss k sath trade krny ka faida ye hai k es se hmain ziada loss nhi hota or market main hm tb tk survive kr lety hain jb tk hmara dil kre.analysis krna b es business main bht zarori hai.hard work se hm market main grip kr skty hain or demo account main stop loss use kr k dekh skty hain k agr ziada loss ho to es se hm bch b sakty hain.
              • #2737 Collapse

                dear friends, agar ap khud survive karna chahtay hain aur account wash nai honay dena chahtay to phr trade open kartay wakt hamesha stop loss use karain...q kah jab ap stop loss set kar detay ho to loss main janay pa kuch loss k bad ap ki trade automatic close ho jati hay aur account wash honay say bach jata hay.
                • #2738 Collapse

                  market main trade karny k liye learning karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur market main rules ko follow karein gay tab hi hum run karein gay aur market main is k up aur odwn ko dekh k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur is say faida ho saky ga aur market main profit hasil karein gay
                  • #2739 Collapse

                    market main trade karny say stop loss ko use karny say loss cover hota hai aur hamain market main trend ko use kar k hi hum achi trade karny main bi faida ho saky ga tab hi hum sucess hon gay aur mind ko fresh kar k hi hum hi achi trade karny main bi asani ho saky gi aur is main loss bi kam hasl ho saky ga
                    • #2740 Collapse

                      Mery khayal hai k to ager ap ka capital kam hai to phir to stop loss lagana bahut zaroori hsi. Q k ager stop loss nai lagaty to ho sakta hai k market jaldi wapis hoti hai to ap ka account wash hony ka khatra ho sakta hai. Is liye mein to kehta hon stop loss lagana zaroori hai.
                      • #2741 Collapse

                        market main is k begair kam nai kar sakty hain so hamain is forex main planing kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur is forex main emotion ko kabo main rakh k hi hum real main achi trade karein gay aur market main up auur down ko dekh k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain ta k loss kam ho saky ga
                        • #2742 Collapse

                          is k begair agr hamain experience hasil hai tou hi hum is main achy say perform karein gay aur stop loss ko use kar k hi hum is forex main loss say bach sakty hain aur market main trend ko use karein gay tab hamain market main kam karny k kabil ho sakty hain aur is say hamain bi faida ho ga aur earning karein gay
                          • #2743 Collapse

                            dear stop loss k bagear ap ki tread jb loss m Jay g tu ap ka account wash Ho skta hy ya phr wash na b ho tu big loss ho skta hy es liy hmy apni tread m stop loss zror lgana chahiy ta k big loss sy buch saken r export treadr bn k profit earn kr saken.
                            • #2744 Collapse

                              is forex main trend ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur is forex main stop loss ko use karein gay tab hamain is say faia ho saky ga tab hi hum real main achi trade lga sakty hain aur markt main up aur down ko dekh k hi hum run karein gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2745 Collapse

                                trading hamesha stop loss ke sath kariye kiun ke losses kab kitne ziada barh jaen aap ko idea nahi rehta hai is waja se aap ko long ya short jo bhi positions hain aap ki un me stop loss lazmi use karna he ho ga kiun ke us se he aap acha acount grow kar paen ge .
                                Kindly Click On "THANKS" ​ Button ... :o

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X