Jab bonus loss ho jata hai tou aap kya kertay hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jab bonus loss ho jata hai tou aap kya kertay hain
    Forex mein jab trading kertay huay aap ka bonus completely loss ho jata hai tou aap kya kertay hain kya aap demo ko time detay hain kay farigh auqaat mein trade ki practice hi kertay rahain aur apni mistakes ko kam kernay ki koshish kerain ya next bonus kay intezaar mein hi rehtay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jab bonus loss ho jata hai tou aap kya kertay hain

    dear bro pehly bat to ye hy ke hum ko bonus ko real deposit samjh ker trading kerny chay lkn ager bonus loss ho jai to ap ko next month ke liy posting bh kerny chay aur trading skills ko bh sath sath improve bh kerna chay aur demo per practice continue rakhny chay
    Signature removed by moderator
    • #3 Collapse

      Re: Jab bonus loss ho jata hai tou aap kya kertay hain

      jab bhi mera bonus loss ho jata hai tu forum pay ziada say ziada gain hard work karta hun ta k mujhy next month main phir say acha bonus mil saky trader ko har bar jab loss hota hai tu wo kuch na kuch sekha k zror jata hai iss leay loss say darna nahi chaheay ap ko bohut expereince milta hai iss leay loss hony say gbhrnaa nhi chaheay.
      • #4 Collapse

        Re: Jab bonus loss ho jata hai tou aap kya kertay hain

        dear brother apki bat bilkul theak ha jb hmara account wash ho jay to ap trade to kr naen sktay to apko chayay k posting pa ziada twaja den ta k next month phir achha bonus hasil kr k trade kr sken aur sath sath demo account pa achhi practice sa experience gain kren
        • #5 Collapse

          Re: Jab bonus loss ho jata hai tou aap kya kertay hain

          Dear friend jb forex main apko loss ho jata hai aur apka account wash ho jata hai to phly to bandy ko bahut gush ata hai aur khuch samjh main nahi ata k kia kia jay phr bad main demo accounts par treading ki practice krty hain aur ziada sy ziada posty krty hain taky new bounas acha ajay aur pbr sy treading kar sakhen
          • #6 Collapse

            Re: Jab bonus loss ho jata hai tou aap kya kertay hain

            G hain bhai jan apne bilkul hi sahi kaha hain agar humara bonus loss mein chala jaye to humko is mein demo par kam start kar dena chahye aur hum demo par kam kar k hi is mein expriences hasil kar skte hain aur loss bhi isi lye hota hain k humare pass expriences nahi hota hain
            • #7 Collapse

              Re: Jab bonus loss ho jata hai tou aap kya kertay hain

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
              Forex mein jab trading kertay huay aap ka bonus completely loss ho jata hai tou aap kya kertay hain kya aap demo ko time detay hain kay farigh auqaat mein trade ki practice hi kertay rahain aur apni mistakes ko kam kernay ki koshish kerain ya next bonus kay intezaar mein hi rehtay hain
              Assalamu alaikum bhai jee bilkul jabona slow so jata hai 2 Hamein agale bonus Ka Intezar Karna hota hai agar Hamare Paas saving se nahin hai free Hum Jab next time bonus zill Karenge to use trade Lagane Ke Kabil Honge Shukriya
              • #8 Collapse

                Re: Jab bonus loss ho jata hai tou aap kya kertay hain

                Jb hamara bunass loss ho jata hy to hamy us taime sbr krna chiya our hamy chiya ham sbr sath ham kam kia kryham mhnat k sath kam kia kry agr ham mhnat ki kry gy sbr kry gy to ham asani sy ham kamyab ho paye gy mhnata bhot zeada hamy krni chiya mhnat sahi honii chiya mhnata k dath kamyabi milti hy
                • #9 Collapse

                  Re: Jab bonus loss ho jata hai tou aap kya kertay hain

                  Xperia sports achhe wala Hoga To Ham Yadav acche wale earning kar sakte hain yes Agar Apke Pas educational background Nahin hoga to Aap Yahan Par proper method ke sath kamyabi ke sath business develop nahin kar sakte jab tak mere paas education risk related Nahin Ho payegi Hum yahan se proper method ke sath technical analysis par work nahi kar sakte technical analysis Hamein Yahan Par good traction ki taraf Lekar jata hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Jab bonus loss ho jata hai tou aap kya kertay hain

                    Dear brother forex trading may loss our profit hotha rehtha hay lekin jithnay be new traders hothay hay wo apnay loss may chalnay walay trades ko jald he close Kar dathay hay Jo ke buhut ghalat baath hay is tarah loss recover nahee hotha loss may planning k saath trading Kar k apna loss recover karna sab say best hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jab bonus loss ho jata hai tou aap kya kertay hain

                      Dear brother aap ne bilkul theek keha k jab hamara bonus khatam ho jata he to hum log sirf or sirf posts per time lagate he or baki free time guzar lete he. Hum logon ko chahiye k Demo account per practice kerni chahiye or apni skills ko improve kerna chahiye jis se hum log ziada se ziada learning haasil ker saken.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jab bonus loss ho jata hai tou aap kya kertay hain

                        Dekhen dear jahan tak Mera khyal Hai to sab se pehle koshish kren k apny account ko safe rakh kr he trading kren ta k ap ko loss ho he na lekin Agar ap ka account wash ho jata Hai to phir ap ko chaheye k apna ziada time demo par practice ko dyn kyun KY demo bi real account ki tarha he hota Hai demo par practice kr k hum dekh sakty hain k hmari strategy men aisi kon si mistake hoe jis se hmara account wash ho Gaya is k baad jab next month bonus aye to phir real trading kren.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jab bonus loss ho jata hai tou aap kya kertay hain

                          Jo log bouns par trading kartyy hai ounhyy chiyrr ky bary ihtiyt syy tarding karenn bouns main agr loss ho jata hau to sub sy phlyy hmyy bouns recover karna partaa hai bouns revover krenn gyy to ous ky bad profit hasl kar skyy gyy agr ap bouns par ap ko profit hasl hota hai to phly ousyy withdraw karwA leyy phr agli trad lagenn agr ap withdraw ni lagyy gyy our agli trad main ap ko loss jo jata hai to ap ka profit bi waste ho jaiyy ga..
                          • #14 Collapse

                            Re: Jab bonus loss ho jata hai tou aap kya kertay hain

                            Forex trading business mein agr ap insta forex k bonus account mein trading kartay han aur trading mein bonus loss ho jata hy aur account wash ho jata hy tu behtar tu ye hi hy k hum demo account par ziada se ziada practice karain aur practice mein apni mistake ko cover karain aur pak forex forum ko ziada se ziada waqt dain aur bonus hasil karain aur phr next month trading karain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jab bonus loss ho jata hai tou aap kya kertay hain

                              Dear friend aap ki baat daroost hay ky forex main trading kerty hoy ager aap ka account wash ho jata hay to aap posts kerne oor demo per kam kerain oor achi trading kerna sakain iss thara next time aap bahter kor per kam ker sakain gy oor earning bhi ho gi oor aapny next month ky bonus say fiada oota sakain gay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X