Mehndi lgany ka shoq

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehndi lgany ka shoq
    Asslam Alaikum dear members umeed krti hun ap sb log thek hongy or apni apni life enjoy kr rhy hongy meri ye post mehndi lgany k shoq pr mabni h lrkion ki sb se psndeeda hobby to mehndi lgana or lgvana hi h isi trha mjhy bhi mehndi lgany ka or lgvany ka bht shoq h koi bhi event ho ya teehwar ho shadi byah ho ya ghr me koi dawat ho ya eid ka samaa ho lrkion ki tyari eid k bger adhuri h chahy jitni bhi shopping q na kr li jae jb tk mehndi ni khridi or mehndi lgai nhi tb tk to mza hi ni ata mehndi vahid ek esi ch8z h jo sb lrkion ko psnd hoti h eid ka chand nzr aty hi sb lrkion ko mehndi lgany ki fikr hoti h kya choti kya bri sb lrkian hi mehndi lgany or lgvany chal prti hn or khubsurt khubsurt sy designs apny hathon pr bnwa kr khush hoti hn or agr colour apni mrzi ka na aye to mza nhi ata mehndi shadi byah pr bhi zruri h ghr me koi chota function ho ya bra mehndi k bina lrkion ki tyari puri nhi hoti isi trha mjhy bhi mehndi lgany ka or lgany ka bht shoq h me hr dusry din bger kisi vja k apny hathon pr mehndi lgati hun😛 akhir shoq bhi to kisi chiz ka nam h or self satisfaction honi bhi to zruri h na ap log bhi apni apni raye zrur share kren or mehndi k mutLiq apny apny reviews den keep enjoying and make your life more beautiful with your own efforts khuda sb ka hami o nasir ho...jzak Allah
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehndi lgany ka shoq

    Mehndi lagany ka shook siraf girls ko hi hota hay agar deka jaye to ye shook mery khayal me bahot hi acha aur Islam mehndi lagany ki ijazat be deta hay, ham jo be shook pora karny ki koshish karty hey sab se pehly hamy ye dekna chaye key kia hamy Islam es ki ijazat be deta hay ya nahi agar Islam me kesi cheez ko bura samja jata hay to hamy esy shook se dor hi rehna chaye, girls mehndi bahot hi shook se lagati hey aur different design bana kar acha feel karti hey, ye mehndi bazar se bahot hi kam price par milti hay aur wedding jesy event me har girl ne hi mehndi lagai hoti hay aur ye mehndi hath aur paon par lagai jati hey jes ki waja se girls key hath bahot hi khobsorat dekai dety hey, mehndi la rawaj bahot hi purana hay aur khas kar India, Pakistan, Bangladesh jesy countries me es ka istemal bahot hi zeyada kia jata hay, Eid aur wedding esy events hoty hey jes me har kesi ko khushi hoti hay aur ye events bahot hi kam aty hey es ley esy khas moqu par mehndi ka use bahot zeyada kia jata hay aur har age ki girls es ko hathu par lagati hey, jen gilrs ko mehndi ka bahot shook hota hay esi girls mehndi se design banany ka be shook rakti hey aur ye expert be hoti hay bahot se male be esy hey jo key hairs aur paon me mehndi ka use karty hey.
    • #3 Collapse

      Re: Mehndi lgany ka shoq

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Farva9330 پيغام ديکھيے
      Asslam Alaikum dear members umeed krti hun ap sb log thek hongy or apni apni life enjoy kr rhy hongy meri ye post mehndi lgany k shoq pr mabni h lrkion ki sb se psndeeda hobby to mehndi lgana or lgvana hi h isi trha mjhy bhi mehndi lgany ka or lgvany ka bht shoq h koi bhi event ho ya teehwar ho shadi byah ho ya ghr me koi dawat ho ya eid ka samaa ho lrkion ki tyari eid k bger adhuri h chahy jitni bhi shopping q na kr li jae jb tk mehndi ni khridi or mehndi lgai nhi tb tk to mza hi ni ata mehndi vahid ek esi ch8z h jo sb lrkion ko psnd hoti h eid ka chand nzr aty hi sb lrkion ko mehndi lgany ki fikr hoti h kya choti kya bri sb lrkian hi mehndi lgany or lgvany chal prti hn or khubsurt khubsurt sy designs apny hathon pr bnwa kr khush hoti hn or agr colour apni mrzi ka na aye to mza nhi ata mehndi shadi byah pr bhi zruri h ghr me koi chota function ho ya bra mehndi k bina lrkion ki tyari puri nhi hoti isi trha mjhy bhi mehndi lgany ka or lgany ka bht shoq h me hr dusry din bger kisi vja k apny hathon pr mehndi lgati hun😛 akhir shoq bhi to kisi chiz ka nam h or self satisfaction honi bhi to zruri h na ap log bhi apni apni raye zrur share kren or mehndi k mutLiq apny apny reviews den keep enjoying and make your life more beautiful with your own efforts khuda sb ka hami o nasir ho...jzak Allah
      Mahndi lagna to larkio ko pasand hota hai, aur meri bhi bahne aur wife lagati hai bare shook se, her occasion pe, like shadi, eid wagera pe mehndi se different different design banti hai to achi lagti hai.
      • #4 Collapse

        Re: Mehndi lgany ka shoq

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Farva9330 پيغام ديکھيے
        Asslam Alaikum dear members umeed krti hun ap sb log thek hongy or apni apni life enjoy kr rhy hongy meri ye post mehndi lgany k shoq pr mabni h lrkion ki sb se psndeeda hobby to mehndi lgana or lgvana hi h isi trha mjhy bhi mehndi lgany ka or lgvany ka bht shoq h koi bhi event ho ya teehwar ho shadi byah ho ya ghr me koi dawat ho ya eid ka samaa ho lrkion ki tyari eid k bger adhuri h chahy jitni bhi shopping q na kr li jae jb tk mehndi ni khridi or mehndi lgai nhi tb tk to mza hi ni ata mehndi vahid ek esi ch8z h jo sb lrkion ko psnd hoti h eid ka chand nzr aty hi sb lrkion ko mehndi lgany ki fikr hoti h kya choti kya bri sb lrkian hi mehndi lgany or lgvany chal prti hn or khubsurt khubsurt sy designs apny hathon pr bnwa kr khush hoti hn or agr colour apni mrzi ka na aye to mza nhi ata mehndi shadi byah pr bhi zruri h ghr me koi chota function ho ya bra mehndi k bina lrkion ki tyari puri nhi hoti isi trha mjhy bhi mehndi lgany ka or lgany ka bht shoq h me hr dusry din bger kisi vja k apny hathon pr mehndi lgati hun😛 akhir shoq bhi to kisi chiz ka nam h or self satisfaction honi bhi to zruri h na ap log bhi apni apni raye zrur share kren or mehndi k mutLiq apny apny reviews den keep enjoying and make your life more beautiful with your own efforts khuda sb ka hami o nasir ho...jzak Allah

        Mahndi lagane ka riwaj kafi purana hai, eid aur shadi ki takreebat mehndi lgane ke siwa adhore lagte hai. Infact mahndi lagana to sunnat bhi hai, aur larkia jab mahndi lagati hai to un ke hath buhat khubsurat lagte hai, mujhe personally is ki khushbu buhat pasand hai.
        • #5 Collapse

          Re: Mehndi lgany ka shoq

          Mehendi lagany k shouq to aam tour par sirf larkiyoon main he paya jaata hy aur pasand kiya jata hy, lekin mard hazrat isy lagaty bahi sirf auratoon k haathoon par pasand karty hai,n aap logo ny dekha hoga k aksar nayee naveli dulhan mehendi lagati hy, yaa taqreban saari auratain kisi function k moqy par mehengmdi zarooe lagaty hain, yaa to apny shouq ke waja sy aur yaar hubby ke shouq ke waja sy, mujy khud B mehendi buhat pasand hy lekin apny nahi doosro k hathoon apr, main kisi B chee ka nahi sirf bs mehendi ko buhat pasand karta hoon. Q K is sy larkiyoon oe husan dobala ho jati hy air buhat achay lagny lag jaaty hain
          • #6 Collapse

            Re: Mehndi lgany ka shoq

            Mujy to mehndi lgany ka bohat zyada shook hai.M hmesha eid or shadi k events p mehndi lgati ho.Or ye to har larki ka shok hota hai mehndi lgana khas tor jb wo dulhan bnti hai mehndi k begair to dulhan ,dulhan lgy g hee nahi or iska rang b bohat khobsurat ata hai or ismy boht s designs b hn kafi larkia mehndi lgana b janti hain or boht achi mehndi lgati hn.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Mehndi lgany ka shoq

              g ha ya ap ka question bohat acha ha ya shook to larkiyu ma zayada paya jata ha larkiya ya kam bohat achy sa kar sakti ha is tarha larko ka alg shook hotay ha

              اب آن لائن

              Working...
              X