China Unionpay
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: mumarm
    bhai mujha nai lagta ha ka ya pakistan ko bi support kara ga chaina union china walon ka liya hi ho gi . main na is ko insta forex main daikha ha lakin main na ya kbhi use nai kiya ha kui mujha shaid yahi lagha ha ka ya china ka liya hi ho gi . :) :D
    Brother, ap in ki website par ja kar dekho gay to pata chalay ga na, may nay itni details k sath ap ko likha hay keh in k cards Pakistan k almost 80% ATMs par work kartay hain, itna acha work to yaha k local cards nahi kartay, ap ksi bhe Link1 k atm par is card say paisay nikal saktay hain, aur is waqt aik broker yeh card offer kar raha hay, jis ka name may yaha par bata nahi sakta.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      there is always loss and benifits in any business/trading. to get ride of loss you need full attentaion and good decision at right time and in a right way. if you didn't do so it will be totaly loss of time, money and other resources. a man alyways find what he seeks for.
      • #18 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
        Dosto yeh aik new payment processor hay, jo shayed shru may to ap ko mehanga lagay ga, lakin phir agay chal kar sasta ho jaye ga, yeh bhi instaforex card ki tarha ka option hay, lakin union pay china based payment processor hay aur Pakistan may kaafi arsay say active hay, agar ap is ka card banwa laytay ho to ap Pakistan k jitnay bhi link1 k ATMs hain un sab say payment withdraw kar saktay ho aram say, instaforex may ap ko yeh option withdrawal k page par milay ga.

        [ATTACH=CONFIG]149[/ATTACH]
        Bhai, china unionpay walo ka jo card hay us ka method batao, kyo keh meri samajh may nahi arha keh yeh card banay ga kaisay? waisay may nay aik do jagha is card ko dekha hay internet par aur kai jagha payment method may bhe dekha hay.
         
        • #19 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
          Dosto yeh aik new payment processor hay, jo shayed shru may to ap ko mehanga lagay ga, lakin phir agay chal kar sasta ho jaye ga, yeh bhi instaforex card ki tarha ka option hay, lakin union pay china based payment processor hay aur Pakistan may kaafi arsay say active hay, agar ap is ka card banwa laytay ho to ap Pakistan k jitnay bhi link1 k ATMs hain un sab say payment withdraw kar saktay ho aram say, instaforex may ap ko yeh option withdrawal k page par milay ga.

          [ATTACH=CONFIG]149[/ATTACH]
          wo thek hai abdullah bhai lekin bat ye hai is main paise kaha se aain ge . jese kay aap ko maloom hai k currently only earning ki dheir sites hai jaha se hum Moneybookers, pm etc sab kama sakte hai lekin is currency ko kamanay k lia muje search karnay par bhi kuch nai mila. Kindly ye mamla be describe kar dein.
          • #20 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: nomiasif پيغام ديکھيے
            wo thek hai abdullah bhai lekin bat ye hai is main paise kaha se aain ge . jese kay aap ko maloom hai k currently only earning ki dheir sites hai jaha se hum Moneybookers, pm etc sab kama sakte hai lekin is currency ko kamanay k lia muje search karnay par bhi kuch nai mila. Kindly ye mamla be describe kar dein.
            Aray bhai, yeh option instaforex may available hay, ap bonus account say profit kama kar withdraw lo na, abdullah bhai nay first post may yehi to bataya hay, ap shayed bhool gaye hongay first post ko, discussion kartay waqt :)
             
            • #21 Collapse

              hello how are you all
              iss system ka to my ny aj 1st time suna hai . baki china ki hai kai ya . or kai hum logo iss ka payment processoes per believe kar setha hain kai nahi ?

              Thank you
              • #22 Collapse

                you can damage and also benifits in a business/trading. to get ride involving damage you need total attentaion and also beneficial decision with correct time period and also in a correct means. in the event you decided not to implement it it'll be totaly decrease of time period, dollars and also other means. men alyways come across precisely what he looks for for.
                • #23 Collapse

                  yes brother kuch time pehle mene china union-pay payment processor men account register kara tha, but mene aj tak is method se cashout nhi kari, because yeh currency may be koi exchanger use karta ho,to isi wajah se mene is per cashout nhi kari,
                  • #24 Collapse

                    yes you say right my brother I agree with you, bohat ache bhai jan ager is ka card mil jata ha to per to best ho jay ga g chalo g me b try krta hun is ka card mangwane ki ager ye pakistan me chal jata ha to pher to ye best ha g hamarey lie i think bakaia ki to koi zrurt nahi prey gi ager ye kam krey to.
                    • #25 Collapse

                      is system ka toh khabi nahi suan maine aur ap hi sey sun raha hoo aur samj b raha hoo lekin in sytem ki humein zarurat nahi parhti kyun is k ealawa b bht se achey achey system majood hain hamary liye jin k thorugh hum withdrawal kar sakty hain easily..
                      • #26 Collapse

                        agar hamain loss say bachna ha too behter haa kay hum ziada say ziada practice karein or ziada se ziada learning karein ta kay hamain insta forex meinloss ki tenshion hi na rahayor profit hasil karein or practice lazmi krein.
                        • #27 Collapse

                          might be this is excellent greeting card in addition to i did definitely not notice just about any media relating to this repayment model and may even become tis' new while expressing might be it can be excellent however, you did not pointed out that if most of us pull away on this repayment model subsequently the amount the item demand in addition to what exactly the particular greeting card costs so when most of us pull away funds subsequently what are the costs.
                          • #28 Collapse

                            china union pay... aap ne ews k bare main details provoid nhi ki k es ka card kese aap ko milta hai or us per kitny % fee charge hoti hai or secondly aap ny jo attachmnt upload ki hai us main to no fee likha hua hai to plz zara ese bhi thora expalin kar dain
                            • #29 Collapse

                              G bhai jan ye aik bohat costly payment processor hai ye small trades k liye achi chez ni hai likin big traders isay apni suholat k liye use kr skte hain kio k ye hmain kissi bhi ATM say pese nikawany ki option deta hai is liye ye aik achi chez hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Brother, thora time milta fodder to might ap KO details might batao ga keh wo log kia charge kar rahay hain, aur kis tarha say account ban raha fodder, filhal to might Inter-Services Intelligence talash might holmium keh china unionpay ki history lo aur dekho k yeh log kaha kaha accessible hain. in ki apni web site might in emblem negative mention kia fodder keh link1 k atm say withdrawal asani say holmium Shakti fodder.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X