Asslaam O Alikum dosto mera ye review hair fall par mabni hy, jesa k aap sab ki pata hy k baal insan ka husan hy, koi shakal sy kitna he pyara Q na ho lekin agar usky baal tek nahi yaa girty ho ya sar ganja ho to buhat bura lagta hy, hair faal aik aisa masla hy jo aajkal k jawanoo mai nbuhat zyada hy, halanky na ye masla aurat ko qabool hy aur bardasht kar sakta hy aur na mard ko, koi jitna B beparwa Q na ho khud sy lekin baloon ka fikar sab ko rehta hy aur jesa he koi mehssos karta hy k usky baal gir rahy hain to vo foram ailaj shuro kar deta hy. Hair fall k kai wajoohat ho sakty hain jesa k hifazat na karna, sar main khushki hona, khurak main ekhtyat na karna, lamby lamby baal rakh kar care na karna, local aur naqis shampoo ya sabun use karna etc, ye saary wajoohat ho sakty hain, lekin is bemari ko agar control na kiya jaye to banda poori tarak bald ho skata hy, isliye zaroori hy k time par he ispar control ho. Isky faidy aur nuqsanat.
Faidy:
Hair fall ka faida ye hy k bandy ko ehaas ho jata hy k insan kitna weemti hy even aik aik baal insan ke qeemti hy. Isliye iski hifazat B hum oar farz hy k ye Allah taali ke taraf sy aik naimat hy aur is sy he insan ke husan hy isliye ye hair fall ka faida hy k insan ko ehsas ho jata hy.
Doosta faida ye hy k hair fall dek kar insan mukhtalif tail use karty hain jis sy skin ko B nashoonuma milta hy aur balokn K o B mazbooti.
Nuqsanat:
Nuqsan ye hy k insan ka husan baloon sy hy, aur jab baal na ho to aksar banda aged lagta hy. Jis ke waja sy job, rishty etc mai nB mushkilat ka saamna ho sakta hy,
Doosra nuqsan ye hy k agar aapky baal kam umar main gir jaye to aapko transplang karna parta hy jo buhat expensive hy.
Theesra nuqsan ye hy k aapki shakhsiyat par buhat bura asar parta hy.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим