Ye review "Vivo S1" pr mabni hai
Assalam o alaikum Umeed hai aap sab khairiyat sy hongy.Ye review "Vivo S1" pe mabni h. Is review mai main aapse iske kuch numaaya, features,advantages aur disadvantages k baare m bataon ga.
Introduction:
Ye Vivo ka pehla mobile h jo "S series" m aaya h. Ye mobile 17 july 2019 mai launch hua h. Aur dekhte hi dekhte Ye mobile 2020 k mobiles main sy sab sy acha mobile bn gya. Is mobile ne thore hi waqt m apni market value bna li thi. Is mobile k kuch bary features,nuqsanat aur fawayid darj zail hain.
Features:
○ 6.38 inch screen ( jo k bohat zabardust screen size hai)○Front Camera 32Mp aur Triple Back Camera 16:8:2 (iss camera se aap kaafi achi photos le skte hain DSLR type finish den aur mazze len)○4/6 GB ram variants 64/128GB space variants○Helio P65 Processor and Mali G52 MC2 GPU○4500 mAh Battery with 18W fast charging○Screen mounted Finger print ○Price in PK rupees: 35,999
Advantage:
Ye mobile bht se fuwayid k saath aata h. Sab se bara fayida iss price main itna acha Processor aur Gpu kisi aur mobile main ni milta. Ye mobile gaming keliye bohat acha hai. Aur iske saath hum photography b kr skte hain. Aaj k trend k mutabiq ye mobile Pubg ko Ultra FPS pe chla skta h. Aur iski battry timing bht e achi hai. Aur ye jaldi heat nhi hota. Is se hum non-stop gaming kr skte hain. Aur iska weight itna light hai.
Disadvantages:
Is mobile k fawayid e itne hain k nuqsanat kon dekhta h. Aur waqayi e iske nuqsanat bht kamm hain. Is mobile ki width kaafi h ( motayi).is price k hisaab se is mobile ka camera pixels kamm hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим