A review on Digital Data Storage Devices :
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    A review on Digital Data Storage Devices :
    Assalam O Alaikum dear friends kaise hain aap dear friends hamara Aaj ka ye review Digital Data Storage Device par mabni hai so ham aaj k is Review mian data Store karne wali devices par bat karen ge our ham in k Advntages our DisAdvantages k bare main b bat karen ge our is baat ka jaiza le ge kon c data Store karne wali device hamare liye best hai

    Data Storage Device ::

    dear friends digital data Storage device esi device hoti hai jo k hamara digital data Store karti hai our hame zaroorat parne par hamara data hame deti hai is tarah hamara data zaya nahi hota hai in main se kuch device esi hoti hai jin par mojood data ham change nahi kar sakte hai ye permanent store karti hai jab kuch ka data ham apni marzi se tabdel and delete kar kar skate ha dear friend ye data ko digital form main save rakhti hai our in ki capacity difference hoti hai

    Types of Data Storage device ::

    dear friends data Storage device ki 2 types hot hai

    Primary Data Storage device
    Secondary Data Storage device

    dear friends primary Store main hamara data save nahi reh sakta hai ye kuch der bad auto delete ho jata ha jab k secondary Storage main hamra data hamesha k liye Store ho jata hai ye permanent hoti hai

    List Of permanent Storage Device ::

    1. Hard Drive Disk.
    2. Floppy Disk.
    3. Tape.
    4. Compact Disc (CD)
    5. DVD and Blu-ray Discs.
    6. USB Flash Drive.
    7. Secure Digital Card (SD Card)
    8. Solid State Drive (SSD)


    Click image for larger version

Name:	data Storege.jpg
Views:	1
Size:	94.4 کلوبائٹ
ID:	12470255


    Advantages::

    dear friends Data Storage Devices k bohat sare Advantages hote hai :


    • dear friends data Storage Devices ko ham apna digital data Store karne k liye use karte hai
    • 2 ka size small hota hai jab k is main ham bohat zayda data Store kar sakte ha
    • ye tamam electronic digital ashya main use hoti hai
    • Computer bagair data Storage device k kisi kam ka nahi hai
    • ham data apne pass Store kar k kahin b le ja sakte hai
    • is main data long time tak Store reh sakta ha
    • ye size main chooti hoti hai


    DisAdvantages ::

    dear friends in k kuch DisAdvantages bhi hai :


    • data Storage ki small device maslan SD card and USB jaldi kharab ho jate hai our data zaya ho jata hai
    • ye devices bohat nazuk hoti hai agar in ko thora sa b miss use kiya jay to ye kharab ho jati hai
    • hard drive wakt k sat sat khatm ho jati hai our new lena parti hai
    • in ko bohat hafazat k sat rakhna parta hai
    • zayda data Store rakhne wali devcei kafi mehngi hoti hai
    Ayisha Cutey's Trading Journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&p=10350037#post10350037
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: A review on Digital Data Storage Devices :

    Assalamu alaikum my dear all Forex member review digital data storage per hai

    International.
    my dear all friends member jaisa ki aap sab log jante Hain ki digital data storage device electronics devices jismein ham maximum data store kar sakte hain aur is data mein mukhtalif types ki things hoti haiismein aap audio video iske sath sath cctv cameras ki recording aur cctv cameras ki video aur iske sath sath aap kisi bhi cheez ka data store kar sakte hain.

    TYPES.
    1)HARD DISK
    2)RAM
    3)CD DVD
    4)USB FLASH
    5)MEMORY CARD

    HARD DISK.
    my dear all friends member Agar Ham hard disc ki baat karen to hard disk computer mein DVR mein main (digital video recorder) DVR joke CCTV camera ki recording ke liye use Hota Hai hai aur hard disk ko laptop mein data storage ke liye use Kiya jata hai aur ismein ham gigabyte base per data save kar sakte hain.

    RAM.

    My dear all friends member next type of digital storage random Access memory yah bhi digital data recorder data saving ke liye use hoti hai aur ismein bhi mukhtalif types hoti hain ismein ham 64 GB 8GB 12gb 4GB Mein available Hota Hai.

    CD DVD

    My dear all Forex members CD DVD bhi Ek digital data storage device hai jismein Ham kisi bhi kishan ka ka data store kar sakte hain aur ismein maximum limits hoti Hai data store karne ki.

    USB FLASH

    My dear all Forex member next type of digital data storage USB hai dear 1samall form Hai data storage kiaur ismein ham maximum data store kar sakte hain aur isko Ham kisi bhi jagah per laga kar ismein Ham data save kar sakte hain.

    FAIDEY.
    MY DEAR ALL FOREX MEMBER DIGITAL DATA STORAGE
    Digital data storage ke bahut se fayde Hain Agar hamare pass record mein digital data storage available hoga kisi bhi device mein to vah hamare kisi bhi time Kama sakta hai digital data recorder aur topi apna data release kar deta hai aur new recording auto per pick Kar leta hai.

    NUQSAN.
    My dear all Forex member Agar Ham ine digital data storage ke nuksan ki baat karen to uske Koi itne khaas nuksan nahin Hai.
    • #3 Collapse

      Re: A review on Digital Data Storage Devices :

      dear jub say digital work start huway hain tab say hamari muhskilaat ka bhi khatam ho chukka hay aur hamko kaam karna main bhi assni feel hoty hay pehlay jub ham koi bhi photo ka kaam kartay thay aur sath hamko uskay record ki zarurat hoty the to hamko usk liye kam say kam results wala cameras say yeh sab kuch karna parta tha laikin aj ab aisa nai hay pehlay hamko us k record k negative ko sambhaal akr rakhna parta tha laikin aaj us ki jagaha aur bhi bahut sary options hain jinko use kartay hauwy ham ghantonka kaam minuts main kar skatay hain pehlat haamray record ko sambhaal k rakhna parta tha magar aaj ham aik he record ko bahut sar jagaha pay storege kartay hwuay save kar skatay hain jinki types k baray main ham zail main tafseel say baat kartay hain aur sath sath unki wazahat bhi kartay hain.

      DIGITAL USB STORAGE DEVICES;

      dear agar hamaray pass aik keemty data hay ya ham apnay personal data ko save karnay k liye kisi cheez ka manmnt kartay hain to usk liye agar ham achi company ki usb buy kartay hwuay us amin yehs ab kuch akrtay hain to ham usay jitni dair marzi tak bhi save rakh saktay hain jis main jub tak koi virus entr nai hota hay ham usay kaafi arsay tak sambhal kar rakh saktay hain.

      MEMORY CARD FOR DATA STORAGES;

      dear agar hamray pass data save kanray k liye koi bhi usb nai hay to ham apnay keemty data ko memory card main bhi save kar skaaty hain jis main hamain usay bhi smabhaal kar rakhany say same he saving k milnay ki facility hay.

      HARD DISK OR FLOPPY DISC ;

      dear agar hamarya passaik achi aur extra hard disc hay to us main bhi hamko data save karny main koi harj nai hay jis main ham apni amrzi tak dair paa tak data save kar skaaty hain jis main kam say kam bad sector ka entr hona bhi mumkin hay.

      GOOGLE DISC DRIVES;

      dear agar haamray pass kuch bhi nai hay to ham apnay kemty data ko is main online tareekay say sab say ziada achay tareaky say life time tak save karnay main hamko yeh facilities hain jis say barrh akr kuch bhi aur behtar nai hos akta hay.

      FAIDAY;

      dear hamko usb,memory card,hard disk drive ya phir google drive main apnay keemty data ko save kanray main ziada say ziada faiday hain qk kabhi bhi hamko is keemty data ki zaruat parr sakty hay jisk bagahir hamko apnay kaam ko ya apni yad dasht ko completely clear karna vbahut mushkil ho jata hay jo k apnay data ko save rakhna sab say barra faida hay jisk bagahir hamaray pass kisi kisam ka koi bhi prrofe nai hay aur naeh hamaray pass hamaray past ki koi yaad dasht hoty hay is liye inko save karna sab say barra faida hay.

      DISADVANTAGES;

      dear har aik dive main data save karna hamaray liye kaam theek hay magar jub bhi ham usay kisi aisay computers k sath attach kartay hain to agar us main kisi kisam ka virus hay to usk sb kaam ko aur sab data ko kharaab honay say hamko bahut barary nuksaan ka khadsha hay agar ham is baat ko apnay mined main rakhtay hwuay agar ham kaam kartay hain to ham is nuksan say bhi bach saktay hain aur sath sath hamko nuksan k badlay main faida bhi mil sakta hay.
      • #4 Collapse

        Re: A review on Digital Data Storage Devices :

        Asalam alaikum dear viewers umed hai ap sab kheryat
        sa hongay!

        Topic:Digital data storage devices
        INTRODUCTION:
        Dosto wese kisi luggage ya physical chez ko store krnay
        k lye tou bhut si chezien invent hoi hain lekin aaj majn
        aap ko digital data storage devices k baare main bhut hi
        achi malomat share kron ga Aur unki kuch advantages aur
        nuksanat sa bhi aap ko Aagha kron ga ...

        Tape recorder:
        Tou sab sa pehlay main aapko old storage devjces l bare
        main information donga Tape recorder aik old data savage
        device hai jis main films ya gaanay bharay jatay thay is ki
        worlimg kuch is tarha thi k in k andar aik Brown colour ki
        lambi si strip hoti thi jis par poray ganay ya film ki coding
        hoti thi aur jab taoe chalti thi pori film ko decode kia jata tha
        aur is tarha ap gana ya film dekh saktay thay.

        CD(compact disk):
        us k baad phir CDs aa gayn aur tape recorder ka kaam khatam
        ho gya yh CDs silicone aur plastic sa bani hoti hain jin main
        bhit sa data save krnay ki gunjaish hoti hai aur hh gool si shape
        ki hoti hain aur hut flat hoti hain in k andar kisi bhi kisam ki
        info store ki jaa sakti hai aur asani sa aik jagha sa dsri jagha
        share ki ja sakti hai...
        inka nuksan yh hai k in oar scratch a jayn tou hh kharab ho jati
        hain is k ilawa jaldi toot bhi jaati hain

        USB(universal stoarage bus):
        Yh zyada tar data ko aik jagha sa dosri jagha transfer karnay k
        lye use hoti hain auryh size main choti hoti hain aur asani sa
        pocket wghera main aa jati hain in mi storage capacity different
        hoti hai aur h bhut si companies ki hoti hain maslan;
        Kingston
        samsung
        sundisk
        STORAGE CAPACITY:
        2 gb,4gb,8 gb,16 gb 32 gb,64 gb ,256gb 1tb
        in main storage 1tb tak bhi ja sakti hai jo k bhut zyada hai
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: A review on Digital Data Storage Devices :

          digital data storeg sy humy apna data jatahai tu bina mahnet kay kabhi kamyabi nhikiltye hain tu ap ka kam hai kay ap esmai acha kam karain aur mahnet kay sathhe ap ka kam acha ho pata hai jubkay lousy mai ap esmai grow older to discretion kam kartyehain tu ap kafi kamyabi patye hain tu ap es mai timeka khas khyal rakha kartyehain tu ap kamyabi patye hain tu ap es mai kabhimahnet karna na chorain ap esmai eachday kam karain gaye tu ap es mai kamyab hai jub kay ap es mai special generation coarse basepay kam nhi kartyehain tu ap ka kam kabhi acha nhi ho pata hai aur na he ap esmai acha kam karsaktye hain tu ap es mai mahnet aur lagan kay sath kam kartyerhain aur ap kakam hai kay ap es mai lively hokay kam karain aur ap ka kamhai kay ap marketplace mai nazar rakha kartye hain tu ap kafi kamyabipatye hain tuacha kam kabhi nakami nhi daita hai aur ap es mai propery kamkartye hain tu apka kam kafi awe-inspiring hojata hai jub kay about succession hameshatime mang clever find marzi baith kar kaamkarsktay hain ya aap marketplace designing ghom phir kar chakarlaga kar koi accommodation dhondskatyhain haan discretion ko aap takht taxistockjobber in noonday shopping forand stimulation the tune so theones parents who recognise a manner to howto organize theirtime are the a fulfilment humans as antagonistic to the ones parents who traduce theirtimein the the Forex The Chunky timber marketplace shopping for and bias in favour who's approach difficult situation protect toute seule process and whoget exploit in stepwith the for detail

          اب آن لائن

          Working...
          X