Ye review "LAMP " Par Mabni Hai .
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ye review "LAMP " Par Mabni Hai .

    Assalamu Alaikum dear friend aaj main jis topic par baat karnay ja rahe hon
    Woh hai LAMP.

    INTRODUCTION:
    lamp aik aisi device hai jis k zarye hun roshni haasil kartay hain,inki roshni kam hoti hai iss lye yeh as a night bulb k tor par
    use hotay hain.Lamp 2 tarha k hotay hain:
    1:Electric lamp
    2:Gas lamp
    ADVANTAGES:
    1:lamp sa hum roshni haasil kertay hain aur inki roshni madham aur pursakon hoti hai.
    2:lamps ajkal zyada tar ghar ki decoration k lye b use hotay hain.
    DISADVANTAGES:
    1:Lamp bhut nafees hotay hain is kye jaldi totnay ka khatra hota hai.
    2:Achay aur khobsorat lamp bhut mehngay hotay hain ku k decoration ka saman tou ap
    Jantay hain k wese b mehnga hita hai.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ye review &quot;LAMP &quot; Par Mabni Hai .

      Assalam u alaikum dear forex members..!!
      Main umeed krta hn k AP sb khariat sy hongy or apny Kam ko achi trah sy enjoy kr rhy hongy.
      Hamra aaj ka review LAMP pr mabni ha.
      Lamp dosto roshni hasil krny ka Aik zarya ha.
      Dosto mobile aaj kal zindgi ka Aik ahm hissa ban chuka ha. Or koi b kaam mobile ky bagair mumkin nhi.
      Aaj kal Bohat zyada mehnat mobile market main majood hain or loog use b kr rhy hain . Islye qeemti chez ki hifazat bi bohat zrori ha.. mobile screen ko bachany ky lye bohat sy protector use ho rhy hain jin main paper protector, glass protector or aaj kal plastic protector b use ho rhy hain.
      G Dear apny bilkul thek kaha ky hamein quantity ki bajay qualities pr focus krna chahye.
      Jesa ky ab janty hain ky laalach buri bala hoti ha . Same usi trah forex forum main bi kuch members lalach ki wajah sy apni posts ki Quantity ko brha dety hain ta k unhain acha bonus hasil ho lekin wo ye chez bilkul bhool jaty hain ky just Quantity ko brha denhy sy bonus nhi milta bulky apki post ki quality zyada matter krti ha.
      Agr to aap ki post informative ha or logon ko us sy faida milta ha to ap ki post ki quality up to mark ha or definitely aapka bonus b acha hoga .
      Is main koi Shaq nhi ky Quantity b matter krti ha Kun ky forex forum pr kaam krty howy apko apny target ko b pora krna hota ha lekin is target ko hasil krny ky lye aapko Qualities pr b focus krna hoga .
      Agrchy aap target ko achieve nhi kr paty lekin Quality aapki post ki achi ha to apko acha bonus hasil hoga. Kun ky agr ap Qualities pr compromise krty hoy apny target ko achieve bi krlety hain to apko koi khas faid nhi hoga or apki mehnat ka apko phal b nhi mily ga islye hamesha post ki quality ko up rakhain or behtreen muaad pesh krain to yaqenan ap aik acha bonus hasil krain gy.
      Shukrya ❣️❣️❣️
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Ye review &quot;LAMP &quot; Par Mabni Hai .

        Assalam o alaikum

        Aaj ka review Lamp pe mabni hai . Lamp ek electrical device hai lamp kee 2 3 iqsam hoti hai. Kuch lamps beds k ird gird lgay hoty haun taakay raat uthna oray tou oski roshni krnk bnda kaheen aa jaa sky aur kuc study kliye istemal hotay hain takay aap achi roshni aur focus k sath study kr sken . Kiunki raat time study krna thra mushkil hota ha8 kiunki k light thra km hoti hai tou lamp ka yehi faida hota hai k ye light qreeb hoti hau aur isko bnda book k qreeb kr k adjust krleta hau aur roshni b increase ho jati jis se aap achy focus se prhayi kr skty hain. . Ye lamp pichy se bijli k sath connect hota hai aur iskay ek stand hkta aur agay se iska adjustable pipe hota hai jo jaise chahiyen tehra krlen apni mrxi ka adjust krskty hain. . Ye students kliye kafi mufeed chaeez hai. Iskay andr aap apni mrxi kanbulb b kga skty hain . Chota ya bra bulb jaise aap kee zarort hoti hai.

        Advantages

        1. Lamp aap ko raat time ek makhsoos jga pe achi roshni provide krta hai takay is ki roshni se doosr koi disturb na ho.
        2. Adjustable lamps electronics k bnday aur students kliye lazmi see cheez hau kunki bareeki ka kaam hota hai aur bina roshni bareeki.k kam pe nazar lgamy se nazar khrab hoti hai.
        3. Ye size mai chota sa hota hai aap isko aram se apnr pass adjust kr skty hain .
        4. Ye itna mehmga b ni hota aur aam market mai available b hota hai .
        5. Ye mukhatlif sizes mai colors mai design mai market mai available hota hai .

        Bs is ek baat se laazmi mohtat rshen k ye ek electrical device gai is se current na lg jae aapko. Ahr iski insolation kaheen se khrab hoto current lg skta hai. Aur ye thra nazuk b hota hai toot b jaata hai

        اب آن لائن

        Working...
        X