Salam dear members umeed h ap sb log thk hun gy aj ka mraa review milaad ki tyarion mn lgai jany waly lightning ⚡ pr mabni h
Introduction
..dear members jese k ap sb log janty hyn k hm hr saal rabi al awal k maheeny mn milaad manty hyn ....phir sal Rabil ul awal k mahiny mn 12rabi ul awal ko hr trf charaghaan kia jata h r lightning ⚡ ki ajati h
Inko lgany ka maqsad Nabi pak (S.A.W.W) ki vilaadat e pak ko celebrate krna hota h ..kuch log kehty hyn k milad manana bidatt h q k usi din unki wafaat b hui th pr yeh hr ksi ka apnaa speeds hota h
Milad ki lightning ⚡ hr ilaaqy k log Apny area mn krty hyn
hr koi milad k dino mn Apni tyari dusro s behtr bnana chahta h ta k unki jgaa ya area sb. S khubsoorat lgy
Is k kuch faidy r nuqsant b hyn jo mn apko batati hun
Advantages
Milad ki Lighting lgany k liye pury ilaqy k log akhty hoty hyn jiski Wja s unka apas mn itehaad brhta h
Sb log ittefaq s kaam krty hyn
Hr koi Apna ghr bahut khubsoorat treeky s sajata h
Hr koii chahti h k unka ghr/area sb s khubsoorat r different nzr ay jiski Wja s sb mil jull k km krty hyn
In sari lights ko bijli p chalaya jata h jinko connection bahut sary logo k ghr kia jata is wja s ksi ak p bijli ka burden ni prhta
Milad ki lights ka sara khrchaa ilaaqy ki intezamia dyti h
Hr koii Apni hesiyatt k mutabiq apna hassa dalta h r sawab hasil krta h
In days hr shehr ilaqa ..baqi sb dino r maheeno s alg nzr aty hyn
Milad k din sbko niaaz b tkseem ki jati h
Masjid galiyaan bazar sb mn lightning ⚡ ki wja s un mn bahut ronak nzr ati h
Disadvantages
Jese k up sb log janty hyn k wese tw iska koi khaas nuqsan ni hai
Pr Kuch log isko acha ni smjhty
Bijli s connect hony ki wja. S aksar Apko current lgny ka khadsshaa v hota h
Akhty hony ki wja s aksar logo mn lraiyaan hojati hyn jiski wja s mahol mn beskooni paida hojati h

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим